Video of this song from youtube
Jaane Do (Maidaan) - जाने दो
SingerA R Rahman, Hiral Viradia
Music byA R Rahman
LyricistManoj Muntashir
ActorAjay Devgn
Category
MovieMaidaan (2024)
Lyrics of Jaane Do (Maidaan) - जाने दो
jaaye chale jaaye hum taaron ke zameen pe
sapne toh humare rehe jayenge yehi pe
jugnu jahan aankhon main chamke the hazaron
dhoondo toh humko paaoge wahi pe aawazon ke dhaage kholo
aur tarane gaane do maidaano main dhup na kam ho
jaate hai hum jaane do
pehchanegi duniya humko aise din bhi aayenge
mehkenge hum khusboo banke nayi hawayein aane do
aawazon ke dhaage kholo aur tarane gaane do
maidaano main dhup na kam ho jaate hai hum jaane do

dheere dheere paaon ke niche badal sare aane do

jaaye chale jaaye m hum taaron ke zameen pe

dhoondo toh humko paaoge wahi pe
aane main lakirein din kinche betahasha
dekhe koi dekhe khwaabon ka yeh tamasha
kafi hai ujala jo baki hai zara sa
dekhe koi dekhe khwaabon ka tamasha

Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films