Video of this song from youtube
Lyrics of Jaane Jigar Yun Hi Agar Yu Hi Agar Hota Rahe Ishara Tera - जाने जिगर यूँ ही अगर होता रहे इशारा तेरा
jane jiger yu hi agar hota rahe ishara tera
arma bhare dil ke liye kafi hai ye sahara tera

behki nazar chha raha hai nasha dekhe na koi sambhalo jara

tu jo meri hai to fir janeman dunia ka gam khaye meri bala
tu jo meri hai to fir janeman dunia ka gam khaye meri bala
jane jiger yu hi agar hota rahe ishara tera
arma bhare dil ke liye kafi hai ye sahara tera

tu hi mere pyar ka saz hai teri wafa par mujhe naz hai

nikali jo teri labo se sanam ye to mere dil ki awaz hai
nikali jo teri labo se sanam ye to mere dil ki awaz hai
jane jiger yu hi agar hota rahe ishara tera
arma bhare dil ke liye kafi hai ye sahara tera
jane jiger yu hi agar hota rahe ishara tera
arma bhare dil ke liye kafi hai ye sahara tera
lyrics of song Jaane Jigar Yun Hi Agar Yu Hi Agar Hota Rahe Ishara Tera
Comments on song "Jaane Jigar Yun Hi Agar Yu Hi Agar Hota Rahe Ishara Tera"
jsa1943 on Tuesday, August 28, 2012
shammi is 2 handsome for any girl. suprb man. Could have done better had he not injured himself in Rajkumar.
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Mujrim (1958)
Geeta Bali, Padmini, Shammi Kapoor, Ragini, Johny Walker, Tun Tun, Shobha Khote, Kamal Kapoor, S N Banerjee, Mumtaz Begum, Murad, Ramesh Thakur, Amrit Rana, AbdulAsha Bhosle, Geeta Dutt, Mohammed RafiMajrooh SultanpuriO P Naiyyar, G S KohliO P RahlanF C MehraMujrim at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type