jane kyu khawabo ka, mausam hai aur mai hu
mausam hai, aur mai hu
jane kyu yaado ki, sabnam hai aur mai hu
sabnam hai, aur mai hu
yaade layi, khushiya bhi aanshu bhi
jane ek aisa sangam hai, aur mai hu
sangam hai, aur mai hu
barse jo rang itne sare, rangeen huye sab najare
barse jo rang itne sare, rangeen huye sab najare
lekin mera kahi bhi, lagata nahi bin tumhare
tumko bas tumko dil dunde dil mange
jane kyu har lamha, ye sitam hai aur mai hu
ye sitam hai aur mai hu
jane kyu khawabo ka, mausam hai aur mai hu
mausam hai aur mai hu
ye wadiya ab so gayi hai, kohre me hi kho gayi hai
ye wadiya ab so gayi hai, kohre me hi kho gayi hai
sari fija ab sanse roke, gumsum si ho gayi hai
sari duniya me, ab koi nahi aise
jane kyu mera humdam hai, aur mai hu
humdam hai, aur mai hu
jane kyu khawabo ka mausam hai, aur mai hu
mausam hai, aur mai hu
jane kyu yaado ki sabnam hai, aur mai hu
sabnam hai, aur mai hu
yaade layi, khushiya bhi aanshu bhi
jane ek aisa sangam hai, aur mai hu
sangam hai, aur mai hu
Also the instrument part of this song was when Shahrukh takes Zara to Atari
station and on the way zara got hert on bridge and when she asked how many
times you will save me then that historical dialogue the number of times
you will put your life to stake same number of time i will save you.