Video of this song from youtube
Jaane Tamanna - जाने तमन्ना
thumb coming soon

4.25 - 4 votes
Singer Music by Lyricist Actor Category Movie
Lyrics of Jaane Tamanna - जाने तमन्ना
ae jane tamanna aa bhi ja
ae jane tamanna aa bhi ja
aa bhi ja aa bhi ja
ae jane tamanna aa bhi ja

aa kasro mahal sab chhod ke aa
diwar haram ki tod ke aa
har shay se gujar duniya se na dar
kya chij hai duniya aa bhi ja
aa bhi ja aa bhi ja
ae jane tamanna aa bhi ja
ae jane tamanna aa bhi ja

mana ki ye dil diwana hai
jab pyara pukare aana hai
mana ki ye dil diwana hai
jab pyar pukare aana hai
ye pyar tera ye pyar mera
ho jaaye na ruswa aa bhi ja
aa bhi ja aa bhi ja
lyrics of song Jaane Tamanna
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films