Video of this song from youtube
Jaane Walo Ka Gam To Hota Hai - जाने वालों का गम तो होता हैं
Lyrics of Jaane Walo Ka Gam To Hota Hai - जाने वालों का गम तो होता हैं
janewalo ka gum to hota hai
janewalo ka gum to hota hai
janewalo ka gum to hota hai
umar bhar kaun umar bhar kaun
umar bhar kaun kisko rota hai
janewalo ka gum to hota hai

ek aasu jo ek katra hai
ek aasu jo ek katra hai
jindagi ko isi se khatra hai
admi ko admi ko
admi ko yahi dubota hai
janewalo ka gum to hota hai

rat dhalti hai dil nikalta hai
rat dhalti hai dil nikalta hai
waqt ke sath sab badalta hai
ye hua hai ye hua hai ye hua hai
yahi to hota hai
janewalo ka gum to hota hai
janewalo ka gum to hota hai
umar bhar kaun umar bhar kaun
umar bhar kaun kisko rota hai
janewalo ka gum to hota hai

aao ab aur kuch kre baaten
aao ab aur kuch kre baaten
fir kha ye hsin jwa raaten
aisi raato me aisi raato me
kaun sota hai
janewalo ka gum to hota hai
janewalo ka gum to hota hai
umar bhar kaun umar bhar kaun
umar bhar kaun kisko rota hai
janewalo ka gum to hota hai
lyrics of song Jaane Walo Ka Gam To Hota Hai
Comments on song "Jaane Walo Ka Gam To Hota Hai"
naseem asgar on Saturday, February 25, 2012
Wow Rafi Jee breath taking as usual!!.. not heard this one before
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films