Video of this song from youtube
Lyrics of Jab Dushman Ho Gaya Waqt, Waqt Se Ladna Hi Hoga - जब दुश्मन हो गया वक्त, वक्त से लड़ना ही होगा
jab dushman ho gaya waqt
waqt se ladna hi hoga
har dard dabakar dil me
tamasha karna hi hoga
jab dushman ho gaya waqt
waqt se ladna hi hoga
har dard dabakar dil me
tamasha karna hi hoga
ye zindagi ai zindagi
ye zindagi ai zindagi
jab dushman ho gaya waqt
waqt se ladna hi hoga
har dard dabakar dil me
tamasha karna hi hoga
ye zindagi ai zindagi
ye zindagi ai zindagi

ye apni taqdir hai pagli
gali gali ke phere
naye naye nit khel dikhaye sabko sanjh savere
mai sadko ka raja
tu galiyo ki rani
mai sadko ka raja
tu galiyo ki rani
are mushkil hai har kadam
kadam kadam par badhna hi hoga
are mushkil hai har kadam
kadam kadam par badhna hi hoga
har dard dabakar dil me
tamasha karna hi hoga
ye zindagi ai zindagi
ye zindagi ai zindagi

tujhe nahi malum ke roti
kya kya khel dikhaye
sab kuch lut jata hai
jab ye bukh josh me aaye
koi beche izzat
aur koi imaan
koi beche izzat
aur koi imaan
are ye roti hai karz
karz to bharna hi hoga
are ye roti hai karz
karz to bharna hi hoga
har dard dabakar dil me
tamasha karna hi hoga
ye zindagi ai zindagi
ye zindagi ai zindagi

kisi ki isne ma ko cheena
kisi ka chhina pyar
kisi ke hai dono hath hai chhine
kisi ka chhina yaar
par aadam ka beta
waqt se kab hara hai
par aadam ka beta
waqt se kab hara hai
are ye jivan hai path
path path ko padhna hi hoga
are ye jivan hai path
path path ko padhna hi hoga
har dard dabakar dil me
tamasha karna hi hoga
ye zindagi ai zindagi
ye zindagi ai zindagi
jab dushman ho gaya waqt
waqt se ladna hi hoga
har dard dabakar dil me
tamasha karna hi hoga
ye zindagi ai zindagi
ye zindagi ai zindagi
lyrics of song Jab Dushman Ho Gaya Waqt, Waqt Se Ladna Hi Hoga
Comments on song "Jab Dushman Ho Gaya Waqt, Waqt Se Ladna Hi Hoga"
Shobha Nivas on Monday, October 05, 2015
Amazing Kishore da
Saber Jaouad on Monday, March 02, 2015
Magnifique !
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Paapi Pet Ka Sawaal Hai (1984)
Rajesh Khanna, Tina Munim, Jaya Prada, Shatrughan Sinha, Rati Agnihotri, Kanwaljeet Singh, Mazhar Khan, Bharat KapoorKishore Kumar, Suresh Wadkar, Lata MangeshkarM G HashmatShankarsinh Raghuwanshi, Jaikishan Dayabhai PankalSohanlal KanwarSohanlal KanwarPaapi Pet Ka Sawaal Hai at IMDB      Paapi Pet Ka Sawaal Hai at YouTube     |    Paapi Pet Ka Sawaal Hai at YouTube - 2    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type