Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.49 - 39 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Jab Rat Nahee Katatee, Ek Rat Nahee Katatee - जब रात नहीं कटती, एक रात नहीं कटती
jab raat nahi katati, ek raat nahi katati
jindagi kaise kategi

jo aag lagi dil me, ashko ne bujhayi hai
jo aag lagi dil me, ashko ne bujhayi hai
ashko ne bujhayi hai
ashko ne jo bhadakayi aag woh kaise bujhegi
jab raat nahi katati, ek raat nahi katati
jindagi kaise kategi

de-de ke hame aansu, yeh duniya khushi mange
de-de ke hame aansu, yeh duniya khushi mange
yeh duniya khushi mange
jo shakh se tuti ho, kali woh kaise khilegi
jab raat nahi katati, ek raat nahi katati
jindagi kaise kategi

ai dard jara dam le, marne ki duwa kar lu
ai dard jara dam le, marne ki duwa kar lu
marne ki duwa kar lu
gar ham na mite ai dil, maut phir kaise jiyegi
jab raat nahi katati, ek raat nahi katati
jindagi kaise kategi, jab raat nahi
lyrics of song Jab Rat Nahee Katatee, Ek Rat Nahee Katatee
Comments on song "Jab Rat Nahee Katatee, Ek Rat Nahee Katatee"
Surender Bhutani on Tuesday, June 11, 2013
A wonderful song composed by Hansraj Bahl. Probably one of his finest
songs. It is full of pathos.
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Changez Khan (1957)
Premnath, Beena Roy, Jeevan, Helen, Tiwari, Sheikh Mukhtar, Leela MishraMohammed Rafi, Lata Mangeshkar, Sudha Malhotra, Shamshad BegumQamar Jalalabadi, Verma Malik, Saraswati Kumar DeepakHansraj BehlKidar KapoorChangez Khan at IMDB      Changez Khan at YouTube    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type