Video of this song from youtube
Jab Se Gair Bas Gaye Hai (Duet)
SingerAnuradha Paudwal, Nitin Mukesh
Music byShyam Surender
Lyricist
Actor
Category
MovieChahat (1995)
Lyrics of Jab Se Gair Bas Gaye Hai (Duet)
jab se gair bas gaye hain
teri aankhon ke gaon mein
jab se gair bas gaye hain
teri aankhon ke gaon mein
laakhon kaante chubh gaye hain
meri nazaro ke paaon mein
jab se gair bas gaye hain
teri aankhon ke gaon mein
ek mohabbat deke tune
kya kyaa dil se chhinn liya
ek mohabbat deke tune
kya kyaa dil se chhinn liya
dhadkan dubi saansein ghum hain
dhadkan dubi saansein ghum hain
aansu hi in aankhon mein
jab se gair bas gaye hain
teri aankhon ke gaon mein
jab se gair bas gaye hain
tufaan pe bharosa hain lekin
iss dil pe bharosa kaun kare
tufaan pe bharosa hain lekin
is dil pe bharosa kaun kare
ghum mein dub na jaaye hum
tere ghum mein dub na jaaye hum
bin maaji ke naav mein
jab se gair bas gaye hain
teri aankhon ke gaon mein
jab se gair bas gaye hain
teri aankhon ke gaon mein
laakhon kaante chubh gaye hain
meri nazaro ke paaon mein
jab se gair bas gaye hain
teri aankhon ke gaon mein
teri aankhon ke gaon mein
jab se gair bas gaye hain
teri aankhon ke gaon mein
laakhon kaante chubh gaye hain
meri nazaro ke paaon mein
jab se gair bas gaye hain
teri aankhon ke gaon mein
ek mohabbat deke tune
kya kyaa dil se chhinn liya
ek mohabbat deke tune
kya kyaa dil se chhinn liya
dhadkan dubi saansein ghum hain
dhadkan dubi saansein ghum hain
aansu hi in aankhon mein
jab se gair bas gaye hain
teri aankhon ke gaon mein
jab se gair bas gaye hain
tufaan pe bharosa hain lekin
iss dil pe bharosa kaun kare
tufaan pe bharosa hain lekin
is dil pe bharosa kaun kare
ghum mein dub na jaaye hum
tere ghum mein dub na jaaye hum
bin maaji ke naav mein
jab se gair bas gaye hain
teri aankhon ke gaon mein
jab se gair bas gaye hain
teri aankhon ke gaon mein
laakhon kaante chubh gaye hain
meri nazaro ke paaon mein
jab se gair bas gaye hain
teri aankhon ke gaon mein
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
