Video of this song from youtube
Jab Se Tumko Dekha Hai - जब से तुमको देखा है
SingerKavita Krishnamurthy
Music byNadeem Shravan
LyricistAnand Bakshi
ActorAjay Devgn, Rambha
CategoryRomantic Songs
MovieJung (1996)
Lyrics of Jab Se Tumko Dekha Hai - जब से तुमको देखा है
jabse tumko dekha hai jab se tumko dekha hai
mere dil ki dhadkan aur badti jati hai
jab se tumko dekha hai
mere dil ki dhadkan aur badti jati hai
tumko dekhu ya baat karu
mere dil ki uljhan aur badti jati hai
jane kya hai jane kyu hai iska koi naam nahi
jane kya hai jane kyu hai iska koi naam nahi
tere bas ki baat nahi ye mere bas ka kaam nahi
ek kasak hai rukti nahi
ek kasak hai rukti nahi
meri jaan ki dushman wo badti jati hai
tumko dekhu ya baat karu
mere dil ki uljhan aur badti jati hai
tere jaisa aashik hai mere jaise mehbooba
tere jaisa aashik hai mere jaise mehbooba
hum kyu tarse pani me jag sara duba hai
na jane mohabbat kab hogi
na jane mohabbat kab hogi
hum tum ye anban haan badti jati hai
jabse tumko dekha hai
mere dil ki dhadkan aur badti jati hai
tumko dekhu ya baat karu
mere dil ki uljhan aur badti jati hai
mere dil ki dhadkan aur badti jati hai
jab se tumko dekha hai
mere dil ki dhadkan aur badti jati hai
tumko dekhu ya baat karu
mere dil ki uljhan aur badti jati hai
jane kya hai jane kyu hai iska koi naam nahi
jane kya hai jane kyu hai iska koi naam nahi
tere bas ki baat nahi ye mere bas ka kaam nahi
ek kasak hai rukti nahi
ek kasak hai rukti nahi
meri jaan ki dushman wo badti jati hai
tumko dekhu ya baat karu
mere dil ki uljhan aur badti jati hai
tere jaisa aashik hai mere jaise mehbooba
tere jaisa aashik hai mere jaise mehbooba
hum kyu tarse pani me jag sara duba hai
na jane mohabbat kab hogi
na jane mohabbat kab hogi
hum tum ye anban haan badti jati hai
jabse tumko dekha hai
mere dil ki dhadkan aur badti jati hai
tumko dekhu ya baat karu
mere dil ki uljhan aur badti jati hai
Comments on song "Jab Se Tumko Dekha Hai"
deep kamble on Friday, January 31, 2014
Jabse Tumko Dekha Hai romantic hindi song
Jabse Tumko Dekha Hai romantic hindi song
mohammed ahmed on Friday, April 03, 2015
Jabse anitha ko dekha hai
Jabse anitha ko dekha hai
Muna Msr on Sunday, October 04, 2015
nice song 9853223154
nice song 9853223154
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films


Yeh to koi chawal hi mari hai song Kay naam pe