Video of this song from youtube
Video of this song is not available at any authorized channel at YouTube right now or the channel is not allowing embedding on our website.

We will add as soon as the video of the song is available.
Jabse Hum Huye Jawaan - जबसे हम हुए जवान
screen shot of song - Jabse Hum Huye Jawaan

4.00 - 4 votes
Singer Music by Lyricist Actor CategoryRock Songs Movie
Lyrics of Jabse Hum Huye Jawaan - जबसे हम हुए जवान
life mein rona dhona, kuchh paana kuchh khona
chlata rehta hai draama
phulon mein khushbu kahaan se aati hai
phulon mein khushbu kahaan se aati hai
hota rainbow kyun satranga
paani mein lehrein uth ke jaati kahaan
paani mein lehrein uth ke jaati kahaan
dimaag daude kahaan kahaan
jabse hum hue jawaan jawaan jawaan
jabse hum hue jawaan jawaan jawaan

impossible khwaab sajaane ko ji karta hai
nange paanv dhul udaane ko ji karta hai
is paagalpan se dil ye nahi bharta hai
is paagalpan se dil ye nahi bharta hai
kadmo mein apne hai dono jahaan
jabse hum hue jawaan jawaan jawaan
jabse hum hue jawaan jawaan jawaan

life mein aage kya hoga kyun soche
abhi to day and night lagna hip and hep hamein
aaj hai jo khushi sasti kal wo mehangi hogi re
aaj hai jo khushi sasti kal wo mehangi hogi re
happy yaar hamko to mile har jagah
jabse hum huye jawaan jawaan jawaan
jabse hum huye jawaan jawaan jawaan
phulon mein khushbu kahaan se aati hai
hota rainbow kyun satranga
jabse hum hue jawaan jawaan jawaan
jabse hum hue jawaan jawaan jawaan
jabse hum hue jawaan jawaan jawaan
jabse hum hue jawaan jawaan jawaan
lyrics of song Jabse Hum Huye Jawaan
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films