Video of this song from youtube
Jaha Prem Ka Paavan Diyara Jale - जहाँ प्रेम का पावन दियरा जले
Lyrics of Jaha Prem Ka Paavan Diyara Jale - जहाँ प्रेम का पावन दियरा जले
jahaan prem ka, paavan diyara jale
jahaan bole bachan, tab neer bhare
usi angana mein, usi dvaare pe
beete hamara bhi, jeevan raam kare
jahaan prem ka, paavan diyara jale

kaun nadi ki ham hain lahar
kaho aake mila re kinaara
jog likhe bin ham naahi, aisa milan hamaara
kin charanon mein na ghar na pare
jahaan prem ka paavan diyara jale

jis ka naahi apna koi, jo kah de use apna le
us ki karuna us ki daya ka, utare na karaj utaare
jiya jahaan hai, vahi ji mare
jahaan prem ka, paavan diyara jale
jahaan bole bachan, tab neer bhare
usi angana mein, usi dvaare pe
beete hamara bhi, jeevan raam kare
jahaan prem ka, paavan diyara jale
lyrics of song Jaha Prem Ka Paavan Diyara Jale
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films