Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
screen shot of song - Jai Jai Lakshmi Mata Jai Mata
4.40 - 5 votes
Religious Songs
Video of this song from youtube
Lyrics of Jai Jai Lakshmi Mata Jai Mata - जय जय लक्ष्मी माता जय माता
jai jai lakshmi mata jai mata jai mata jai mata
jai jai lakshmi mata jai mata jai mata jai mata
tu sun le tu sun le tu sun le meri pukar meri pukar
jai jai lakshmi mata jai mata jai mata

aadi bhwavti maa tune hi aadhe jag ko janam diya hai
aadi bhwavti maa tune hi aadhe jag ko janam diya hai
tu savitari tu gori tu hi vishnu priya hai
o jyoti mayi tere roop kai lila teri lila
teri lila apram par apram par mata
jai jai lakshmi mata jai mata jai mata

hey jagdambe tu hi sabhi ka soya bhag jagaye
ban ke khaivaya nav sabhi ki tu hi par lagaye
jo dukho me pale nit phule phale jo paye jo paye
jo paye tera pyar tera pyar
jai jai lakshmi mata jai mata jai mata

teri daya se pal me bante bigade kam sabhi ke
tu ekta hai narayan ki karte kripa usi pe
tera dhyan karu gungan karu
meri puja meri puja kar sawikar
mata jai jai lakshmi mata jai mata jai mata
tu sun le tu sun le tu sun le meri pukar mata
jai jai lakshmi mata jai mata jai mata
jai mata jai mata jai mata jai mata
lyrics of song Jai Jai Lakshmi Mata Jai Mata
Comments on song "Jai Jai Lakshmi Mata Jai Mata"
xxxxxxcupcake on Sunday, December 02, 2012
Beautiful song
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Bhagwan Samaye Sansar Mein (1976)
Ashish Kumar, Kanan Kaushal, Bharat Bhushan, Abhi Bhattacharya, Jeevan, Tun TunAsha Bhosle, Usha Mangeshkar, Mahendra Kapoor, Anuradha PaudwalB D MishraAnil ArunSatish KumarBabubhai ShahBhagwan Samaye Sansar Mein at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type