Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.00 - 6 votes
Religious Songs
Video of this song from youtube
Lyrics of Jai Maa Santoshi (Maha Aarti) - जय माँ संतोषी (महा आरती )
sab gaao re aarti santoshi mata ki
aarti santoshi mata ki
jyoti jagao re hriday me santoshi mata ki
hriday me santoshi mata ki
sab gaao re aarti santoshi mata ki
aarti santoshi mata ki

laal rang sohe kamal badan pe
chhabi manmohak laage
o maiya ji ki chhabi manmohak laage
aa mand hasati karunamayi mata
tan shrungar susaaje
o maiya ji ka tan shrungar susaaje
divya rup ko dekh ke jan jan
divya rup ko dekh ke jan jan
dev rishi gan gaate, aarti santoshi mata ki
aarti santoshi mata ki

svarn sinhaasan baithi maiya
chavar mand gati dhulte
maiya ji ki chavar mand gati dhulte
shukravar shubh din mata ka
jan man pujan karte
maiya ji ka jan man pujan karte
gud aur chana ka bhog lagakar
gud aur chana ka bhog lagakar
aarti vandan karte, aarti santoshi mata ki
aarti santoshi mata ki

santoshi mata ka jag me
jo jan hai vrat karte
maiya ji ka jo jan hai vrat karte
ho un sabki jholi me maiya
saari khushiya bhar de
maiya saari khushiya bhar de
shraddha deepak jala hriday me
shraddha deepak jala hriday me
tan mann ujwal kar le, aarti santoshi mata ki
aarti santoshi mata ki

khatta bhoga na bhaaye maa ko
bhul kabhi mat karna
bhai bhul kabhi mat karna
mata ki jaikaar sada tu
sachche man se karna
jai jai sachche man se karna
karo aarti prem se bhakto
karo aarti prem se bhakto
dhyaan sada hi dharna, aarti santoshi mata ki
aarti santoshi mata ki

sab gaao re aarti santoshi mata ki
aarti santoshi mata ki
jyoti jagao re hriday me santoshi mata ki
hriday me santoshi mata ki
sab gaao re aarti santoshi mata ki
aarti santoshi mata ki
lyrics of song Jai Maa Santoshi (Maha Aarti)
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Jai Santoshi Maa (2006)
Nushrat Bharucha, Rakesh Bapat, Lalit Tiwari, Sanjay Swaraj, Shashi Sharma, Raj Khan, Parakh Madan, Shameem Ali, Anisha Hinduja, Abhijeet Lehiri, Virendra Singh, Garima Kapoor, Nishikant Dixit, Purva Parag, Fahim Khan, Farida Dadi, Kanwar Jagdish, Maushumi UdeshiAlka Yagnik, Hari Om Sharan, Lata Mangeshkar, N C Karunya, Shaunak Abhisekhi, Sonu Nigam, Suresh Wadkar, Usha Mangeshkar, Vijay PrasadKavi Pradeep, Swanand KirkireAnu MalikAhmed SiddiquiShailendra SinghJai Santoshi Maa at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type