Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.88 - 8 votes
Sad Songs
Video of this song from youtube
Lyrics of Jala Kar Aag Dil Me Zindagi Barbad - जला कर आग दिल में ज़िन्दगी बरबाद
jala kar aag dil me, zindagi barbad karte hai
na hanste hai, na rote hai, na kuch fariyad karte hai
jala kar aag

ummede hasrato armaan, sab dafna liye dil me
liye barbadiyo ab, ranj-o-ghum aabad karte hai
na hanste hai, na rote hai, na kuch fariyad karte hai
jala kar aag

rahe majburiya apni, rahe bardaiya apni
hum apne aashiya ko, aap hi barbad karte hai
na hanste hai, na rote hai, na kuch fariyad karte hai
jala kar aag

nahi apni koi manjil, kaha jaye, kidhar jaye
sahara maut ka hai, maut ko ab yaad karte hai
na hanste hai, na rote hai, na kuch fariyad karte hai
jala kar aag
lyrics of song Jala Kar Aag Dil Me Zindagi Barbad
Comments on song "Jala Kar Aag Dil Me Zindagi Barbad"
DC Sharma on Saturday, September 08, 2012
Beautiful song and beautifully rendered by Mr. SD Batish
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Toofan (1954)
Sajjan, Munawar Sultana, Pran, Amarnath, Vijay Laxmi, Tiwari, Pratima DeviGeeta Dutt, Lata Mangeshkar, S D Batish, S D Burman, Shamshad BegumWahid QureshS D BatishRam PrakashToofan at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type