Video of this song from youtube
Jalataa Hai Badan - जलता है बदन
SingerLata Mangeshkar
Music byKhayyam
LyricistKaifi Azmi
Actor
CategoryDance Songs
MovieRazia Sultan (1983)
Lyrics of Jalataa Hai Badan - जलता है बदन
jalta hai badan, jalta hai badan
jalta hai badan, jalta hai badan
ho hay jalta hai badan
pyaas bhadki hai
pyaas bhadki hai sare shaam se jalta hai badan

ishq se kah do ki le aaye kahi se saavan

jaane kab raat dhale, subah tak kaun jale
daur par daur chale, aao lag jaao gale
aao lag jaao gale kam ho sine ki jalan

jalta hai badan, o aah jalta hai badan
dekh jal jaayege ham, is tabassum ki kasam
ab nikal jaayega dam, tere baaho me sanam
dil pe rakh haath ki tham jaaye dil ki dhadkan

jalta hai badan
ishq se kah do ke le aaye kahi se saavan

o haay jalta hai badan, jalta hai badan

Comments on song "Jalataa Hai Badan"
TheDeepakp on Saturday, September 27, 2014
Film cast: Dharmendra, Hema Malini, Parveen Babi, Pradeep Kumar, Ajit,
Vijayendra Ghatge, Jankidas, Sohrab Modi, Veena, Shahu Modak, Heena Kausar,
Shree Bhagwan, Husn Banu, Anu Dhawan, Sapru, Mahipal, Roopmala, Reshma,
Shakila, Maruti, Sarika, Tajdar Amrohi, Radha Saluja, Madhu Malini, Chitra,
Sujata, B M Vyas, Anis Sabri, Geeta Kapoor, Mumtaz Begum, Naseem, Aarti
Chopra, M M Baig, Amarjeet, Kalpana, Balraj
Singer: Asha Bhosle, Bhupinder, Lata Mangeshkar, Mahendra Kapoor
Lyricist: Jan Nissar Akhtar
Music Director: Khayyam
Film Director: G P Pawar, Kamal Amrohi
Film Producer: Chitra Bharat

thegoogdude on Saturday, March 26, 2011
beautiful song...
Lyrics are terrific...most unexprssable emotions are expressed in an extremely beautiful, meaningful and sensible composition...
not cheap but graceful

nawabshaukat on Thursday, December 30, 2010
@Shaam44 sham ji zahoor hussain iz the original name of GREAT KHAYAM JI and
i have mentioned it read it care fully

jasbongy on Friday, April 23, 2010
Very ,very beautifully sung by Lata ji in her clear crystal voice. Thanks
Jemal ji. Thumbs Up.W.R. Sis. Sarla.

Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films

What a song !! Lata mangeshkar voice is really sweet and legend.