Video of this song from youtube
Jamuna Kinare More Balam Ka Khet - जमुना किनारे मोरे बालम का खेत
SingerLata Mangeshkar, Meena Kapoor
Music byGovind Ram
LyricistRammurti Chaturvedi
Actor
CategoryMasti Bhare Geet
MovieChor (1950)
Lyrics of Jamuna Kinare More Balam Ka Khet - जमुना किनारे मोरे बालम का खेत
jamuna kinaare more baalam ka khet
main to dhire dhire o main to haule haule
waake paas jaungi jaungi
main to rutha hua sajan manaungi
jamuna kinaare more balam ka khet
main to dhire dhire o main to haule haule
waake paas jaungi jaungi
main to rutha hua sajan manaungi
sadiyo se apni bacha ke najariya
bol kaha chup chupke jaye gujariya
bol kaha chup chupke jaye gujariya
saas nanadiya milne na de mohe
saas nanadiya milne na de mohe
ruth gaye more sawariya
kaise manayegi apne sajan ko
kaise manayegi apne sajan ko
aise manaugi apne sajan ko
pyar bhari batiya sunaungi
o main to dhire dhire
waake paas jaungi jaungi
main to rutha hua saajan manaungi
jamuna kinaare more balam ka khet
main to dhire dhire o main to haule haule
waake paas jaungi
main to rutha hua saajan manaungi
poonam ka chanda chamke gagan me
poonam ka chanda chamke gagan me
mora jiya laaga apne sajan me
apne sajan me
mora jiya laaga apne sajan me
apne sajan me
ye bhi na mane to bol mori rani
kaise sajan ko manayegi
bol gori kaise sajan ko manayegi
ho paiya padungi main arzi karungi
rutha hua sajan manaungi
o main to dhire dhire
waake paas jaungi jaungi
main to rutha hua saajan manaungi
jamuna kinaare more balam ka khet
main to dhire dhire o main to haule haule
waake paas jaungi jaungi
main to rutha hua sajan manaungi
main to dhire dhire o main to haule haule
waake paas jaungi jaungi
main to rutha hua sajan manaungi
jamuna kinaare more balam ka khet
main to dhire dhire o main to haule haule
waake paas jaungi jaungi
main to rutha hua sajan manaungi
sadiyo se apni bacha ke najariya
bol kaha chup chupke jaye gujariya
bol kaha chup chupke jaye gujariya
saas nanadiya milne na de mohe
saas nanadiya milne na de mohe
ruth gaye more sawariya
kaise manayegi apne sajan ko
kaise manayegi apne sajan ko
aise manaugi apne sajan ko
pyar bhari batiya sunaungi
o main to dhire dhire
waake paas jaungi jaungi
main to rutha hua saajan manaungi
jamuna kinaare more balam ka khet
main to dhire dhire o main to haule haule
waake paas jaungi
main to rutha hua saajan manaungi
poonam ka chanda chamke gagan me
poonam ka chanda chamke gagan me
mora jiya laaga apne sajan me
apne sajan me
mora jiya laaga apne sajan me
apne sajan me
ye bhi na mane to bol mori rani
kaise sajan ko manayegi
bol gori kaise sajan ko manayegi
ho paiya padungi main arzi karungi
rutha hua sajan manaungi
o main to dhire dhire
waake paas jaungi jaungi
main to rutha hua saajan manaungi
jamuna kinaare more balam ka khet
main to dhire dhire o main to haule haule
waake paas jaungi jaungi
main to rutha hua sajan manaungi
Comments on song "Jamuna Kinare More Balam Ka Khet"
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films


MOST EXCLUSIVE !