Video of this song from youtube
Janam Janam Jo Saath Nibhaye Ek Aisa Bhandhan Ban Jao - जन्म जन्म जो साथ निभाये एक ऐसा बंधन बन जाओ
SingerUdit Narayan, Alka Yagnik
Music byNadeem Shravan
LyricistSameer
ActorGovinda
CategoryRomantic Songs
MovieRaja Bhaiya (2003)
Lyrics of Janam Janam Jo Saath Nibhaye Ek Aisa Bhandhan Ban Jao - जन्म जन्म जो साथ निभाये एक ऐसा बंधन बन जाओ
janam janam jo sath nibhaye ek aisa bandhan ban jao
mai ban jau pyar bhara dil, mai ban jau pyar bhara dil
tum dil ki dhadkan ban jao, tum dil ki dhadkan ban jao

mai ban jau pyar bhara dil, tum dil ki dhadkan ban jao
tum dil ki dhadkan ban jao
jab jab dekhu tumko dekhu yu bas jao ankho me
yu bas jao ankho me

mai chehra ban jau tumhara, mai chehra ban jau tumhara
tum mera darpan ban jao, tum mera darpan ban jao

ek aisa bandhan ban jao
ek duje me aao chalo hum aise aaj sama jaye
aise aaj sama jaye

mai ban jaau sans tumhari, mai ban jaau sans tumhari
tum mera jiwan ban jao, tum mera jiwan ban jao

Comments on song "Janam Janam Jo Saath Nibhaye Ek Aisa Bhandhan Ban Jao"
HUSSAIN AHMAD on Saturday, March 17, 2012
GOOD VOICE OF UDIT .KING OF SINGERS ONE OF MY FAVORITE SONGS

kissmyassifuhateme on Saturday, October 08, 2011
Check out the song Tumse acha kaun hai. Aarti is in it...

Singh Shyam on Thursday, January 26, 2012
Udit Narayan Is The Best Singer That Industry Now Miss.

16singhshyam on Thursday, January 26, 2012
Udit Narayan Is The Best Singer That Industry Now Miss.
Udit Narayan Is The Best Singer That Industry Now Miss.
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films

i dedicate this song to my lover. i love her and she loves me.love you my jan,,MUSKAN