Video of this song from youtube
Lyrics of Janam Janam Ka Sath Hai Tumhara Hamara - जन्म जन्म का साथ है तुम्हारा हमारा तुम्हारा हमारा
janam janam ka saath hai tumhara hamara tumhara hamara
janam janam ka saath hai tumhara hamara tumhara hamara
agar na milte is jivan me lete janam dubara
janam janam ka saath hai tumhara hamara tumhara hamara
agar na milte is jivan me lete janam dubara
janam janam ka saath hai tumhara hamara tumhara hamara

jabse ghume dharati suraj chaand sitare
ho..jabse ghume dharati suraj chaand sitare
tabse meri nigahe samjhe tere ishare
rup badal kar saajan maine phir se tumhe pukara
janam janam ka saath hai tumhara hamara tumhara hamara

pyar ke pankh lagake dur kahi ud jaye
ho.. pyar ke pankh lagake dur kahi ud jaye
jaha hawaye gam ki hum tak pahunch na paye
khushiyo ki khushboo se mahake ghar sansar hamara
janam janam ka saath hai tumhara hamara tumhara hamara
agar na milte is jivan me lete janam dubara
janam janam ka saath hai tumhara hamara tumhara hamara
tumhara hamara tumhara hamara
lyrics of song Janam Janam Ka Sath Hai Tumhara Hamara
Comments on song "Janam Janam Ka Sath Hai Tumhara Hamara"
Ramesh Pandey on Saturday, June 28, 2014
aer295 -- This guy is result of Union of his/her mother with a pig. With
such a union, only this kind of product is expected.
Aahil sonu on Monday, May 25, 2015
Jeevan Saathi Ban ke tune humse Kiye Kinere Janam Janam Ka Saath Tha
tumhara Hamara tumhara Hamara .
Syed Ahmad on Saturday, August 22, 2015
what a beautiful songs for poetry and singing everything is amazing
Shamzaad Hoosain on Wednesday, July 01, 2015
I loved this song , watch the movie twice .
bishnuprasad patnaik on Thursday, April 30, 2015
Film directed by Sisir Mishra from Odisha.
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Bheegi Palkein (1982)
Raj Babbar, Smita Patil, Dina Pathak, Sulbha DeshpandeMohammed Rafi, Asha Bhosle, Kishore Kumar, Lata Mangeshkar, Amit Kumar, SangeetaM G HashmatJugal Kishore, Tilak RajSisir MishraK K AryaBheegi Palkein at IMDB      Bheegi Palkein at WikipediaBheegi Palkein at YouTube     |    Bheegi Palkein at YouTube - 2    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type