Video of this song from youtube
Janam Janam Ke Paap Kate - जन्म जन्म के पाप कटे
Singer Music by Lyricist Actor Category Movie
Lyrics of Janam Janam Ke Paap Kate - जन्म जन्म के पाप कटे
janam janam ke paap kate, baadal dur fate
janam janam ke paap kate, baadal dur fate
jo mukh se ek bar rate, shri krishna sharanm namh
shri krishna sharanm namh
shri krishna sharanm namh
teen shabd ka ye sangeet jo
teen shabd ka ye sangeet, mukti dilane waala geet
isko gakar jag ko jeet
isko gakar jag ko jeet
shri krishna sharanm namh
shri krishna sharanm namh

kam krodha mat bhasm kare, log moh ke praan hare
kam krodha mat bhasm kare, log moh ke praan hare
jo mukh me ye mantr bhare
jo mukh me ye mantr bhare, shri krishna sharanm namh
shri krishna sharanm namh
shri krishna sharanm namh
gale me tulsi ki maala
gale me tulsi ki maala
adhar pe bhakti ka pyaala, man me parbhu ka ujiyala
man me prabhu ka ujiyala, shri krishna sharanm namh
shri krishna sharanm namh
shri krishna sharanm namh

kaliyug me ye hain vardan, jan jan ka karta kalyaan
kaliyug me ye hain vardan, jan jan ka karta kalyaan
vaishnav jan ka mantr mahan
vaishnav jan ka mantr mahan, shri krishna sharanm namh
shri krishna sharanm namh
shri krishna sharanm namh
shri krishna sharanm namh
shri krishna sharanm namh
lyrics of song Janam Janam Ke Paap Kate
Comments on song "Janam Janam Ke Paap Kate"
TheDeepakp on Sunday, August 10, 2014
Film cast: Bharat Bhushan, Nanda, Madan Puri, Asha Sachdev
Singer: Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi, Manna Dey, Dilip Dholakia
Lyricist: Bharat Vyas
Music Director: Chitragupt
Film Director: Balchandra Suklal
troeftjaal on Sunday, December 01, 2013
one of my favourite bhajan...from the movie: Saksi Gopal...
music by: Chitragupta
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films