Video of this song from youtube
Janani Priya Bharat Janani - जननी प्रिय भारत जननी
SingerM M Kreem
Music byM M Kreem
LyricistVarun Grover
ActorAjay Devgan, Ram Charan, Jr. NTR
CategoryDard Bhare Geet
MovieRrr (2022)
Lyrics of Janani Priya Bharat Janani - जननी प्रिय भारत जननी
janani
priya bharat janani
janani
maa tere pair ki dhull
mere mathe ka tilak bane
maa tu hi mera suraj
tu hi mera ye falak bane
janani
maa asmaan neela bhi ab
ye laal rang hoga
dushman ke ant ke kaal ka
bhajata mridang hoga
maa ye mridang hai jal tarang
lori meri hai bani
janani
priya bharat janani
janani
maa tere pair ki dhull
mere mathe ka tilak bane
maa tu hi mera suraj
tu hi mera ye falak bane
janani
maa asmaan neela bhi ab
ye laal rang hoga
dushman ke ant ke kaal ka
bhajata mridang hoga
maa ye mridang hai jal tarang
lori meri hai bani
janani
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
