Video of this song from youtube
Advertisement
Jane Kya Asar Tera Hua (1) - जाने क्या असर तेरा हुआ
Lyrics of Jane Kya Asar Tera Hua (1) - जाने क्या असर तेरा हुआ
jane kya asar tera hua
dil mera dhadak dhadak ke kah utha
tumse pyar hai hua
tumse pyar hai hua
tumse pyar hai pyar hai pyar hai
ho jane kya asar tera hua
dil mera dhadak dhadak ke kah utha
tumse pyar hai hua
tumse pyar hai hua
tumse pyar hai pyar hai pyar hai
jane kya asar tera hua

dil pe mere cha gayi hai aaj tu hi tu
man ko mere bha gayi hai aaj tu hi tu
dil pe mere cha gayi hai aaj tu hi tu
man ko mere bha gayi hai aaj tu hi tu
hay kaise kab ye sab hua
dil mere dhadak dhadak ke kah utha
tumse pyar hai hua
tumse pyar hai hua
tumse pyar hai pyar hai pyar hai
jane kya asar tera hua

dil ke sare arman angdayi le uthe
aaja aage badhke le le baho me mujhe
dil ke sare arman angdayi le uthe
aaja aage badhke lele baho me mujhe
tan tera ye man tera hua
dil mera dhadak dhadak ke kah utha
tumse pyar hai hua
tumse pyar hai hua
tumse pyar hai pyar hai pyar hai
jane kya asar tera hua

ye nashili raat aur mast nazare
kar rahe hain sab ye mere dil ko ishare
ye nashili raat aur mast nazare
kar rahe hain sab ye mere dil ko ishare
kah do kah do jo bhi kuch hua
dil mera dhadak dhadak ke kah utha
tumse pyar hai hua
tumse pyar hai hua
tumse pyar hai pyar hai pyar hai
jane kya asar tera hua
jane kya asar tera hua
dil mera dhadak dhadak ke kah utha
tumse pyar hai hua
tumse pyar hai hua
tumse pyar hai pyar hai pyar hai
jane kya asar tera hua
jane kya asar tera hua
lyrics of song Jane Kya Asar Tera Hua (1)
Advertisement
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement