Video of this song from youtube
Jane Kyon Har Lamha Hai Tham Gaya (Sufi Version) - जाने क्यूँ हर लम्हा है थम गया
Lyrics of Jane Kyon Har Lamha Hai Tham Gaya (Sufi Version) - जाने क्यूँ हर लम्हा है थम गया
jane kyu har lamha hai tham gaya
jane kyu khun jara jam gaya
jane kyu aankhe nam si hui
jane kyu manjile kho gayi
or so gayi

tujh bin tanha hai ye rate
bin alfazo ki ye bate
bin barish ki hai barsate
ab mai janu kyu tujh bin jane kyu
tujh bin tanha hai ye rate
bin alfazo ke ye bate
bin barish ki hai barsate
ab mai janu kyu tujh bin jane kyu

jane kyu har lamha hai tham gaya
jane kyu khun jara jam gaya
jane kyu aankhe nam si hai
jane kyu manjile kho gayi or so gayi
tujh bin tanha hai ye rate
bin alfazo ke ye bate
bin barish ki hai barsate
ab mai janu kyu tujh bin jane kyu

tujh bin tanha hai ye rate
bin alfazo ke ye bate
bin barish ki hai barsate
ab mai janu kyu tujh bin jane kyu

bas khushi ki talash me
mai to yuhi chalta raha
jane na dhire dhire yu
chalte chalte ye mai kaha aa gaya
dekhenge mera rashta
gum bhi kahi ye socha na tha
maine in rahto se
majak me rasta to pucha na tha
tujh bin tanha hai ye rate
bin alfazo ke ye bate
bin barish ki hai barsate
ab mai janu kyu tujh bin jane kyu

tujh bin tanha hai ye rate
bin alfazo ke ye bate
bin barish ki hai barsate
ab mai janu kyu
tujh bin jane kyu
lyrics of song Jane Kyon Har Lamha Hai Tham Gaya (Sufi Version)
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films