Video of "Jane Mera Dil Kise Dhundh Raha Hai" from YouTube
Jane Mera Dil Kise Dhundh Raha Hai Video Thumbnail
Advertisement
Jane Mera Dil Kise Dhundh Raha Hai - जाने मेरा दिल किसे ढूँढ रहा है
Lyrics of Jane Mera Dil Kise Dhundh Raha Hai - जाने मेरा दिल किसे ढूँढ रहा है
jane mera dil kise dhundh raha hai in hari-bhari vadiyo me

kabhi na kabhi toh takarayega dil dil se inhi aabadiyo me

yeh kiski lagan manjil-manjil har roj mujhe le jati hai
yeh kiski tamanna sine me jo aas ke dip jalati hai
jo aas ke dip jalati hai
o jane mera dil kise dhundh raha hai in hari-bhari vadiyo me
kabhi na kabhi toh takarayega dil dil se inhi aabadiyo me
jane mera dil kise dhundh raha hai in hari-bhari vadiyo me

jharno me nahati jalapariya kyon jane mujhe lalchati hai
jangal ki kanvari kaliya bhi has-has ke kayamat dhati hai
has-has ke kayamat dhati hai
o jane mera dil kise dhundh raha hai in hari-bhari vadiyo me
kabhi na kabhi toh takarayega dil dil se inhi aabadiyo me
jane mera dil kise dhundh raha hai in hari-bhari vadiyo me

jab dekhe bina madhosh hu mai dekhunga use toh kya hoga
kya nur bhari surat hogi, kya pyar bhara jalva hoga
kya pyar bhara jalva hoga
o jane mera dil kise dhundh raha hai in hari-bhari vadiyo me
kabhi na kabhi toh takarayega dil dil se inhi aabadiyo me
jane mera dil kise dhundh raha hai in hari-bhari vadiyo me
lyrics of song Jane Mera Dil Kise Dhundh Raha Hai
Poetic Translation - Lyrics of Jane Mera Dil Kise Dhundh Raha Hai - जाने मेरा दिल किसे ढूँढ रहा है
My heart, in these verdant valleys, seeks whom?

Someday, surely, heart will meet heart in these blossoming rooms.

Whose yearning guides me, stage by stage, each day?
Whose longing in my breast ignites hope's ray?
Ignites hope's ray?
Oh, my heart, in these verdant valleys, seeks whom?
Someday, surely, heart will meet heart in these blossoming rooms.
My heart, in these verdant valleys, seeks whom?

Why do water nymphs in streams, allure, tempt, tease?
Why do virgin forest blooms smile, bringing such unease?
Bringing such unease?
Oh, my heart, in these verdant valleys, seeks whom?
Someday, surely, heart will meet heart in these blossoming rooms.
My heart, in these verdant valleys, seeks whom?

If, unseen, I'm drunk with bliss, what then to see?
What light-filled face, what love-soaked ecstasy?
Love-soaked ecstasy?
Oh, my heart, in these verdant valleys, seeks whom?
Someday, surely, heart will meet heart in these blossoming rooms.
My heart, in these verdant valleys, seeks whom?

Laat Saab (1967) - Movie Details
Film CastShammi Kapoor, Prem Chopra, Nutan, Vandana, Lalita Pawar, Rajendra Nath, Murad, Omprakash SingerAsha Bhosle, Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi LyricistHasrat Jaipuri, Shailendra Music ByShankarsinh Raghuwanshi, Jaikishan Dayabhai Pankal DirectorHari Walia External LinksLaat Saab at IMDB       Movie at YTLaat Saab at YT    Laat Saab at YT(2)    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement