Video of this song from youtube
Janm Liya To Jee Le Bande - जन्म लिया तो जी ले बन्दे
Lyrics of Janm Liya To Jee Le Bande - जन्म लिया तो जी ले बन्दे
janam liya to ji le bande
darne ka kya kaam bande
jivan hai sangram bande
bande jivan hai sangram

kyu rona kyu aaya
tu jivan ke maidan re bande
jivan ke maidan
sayz nahi hai phulo ki duniya
kaato ki hai shaan
re bande kaato ki hai shaan
le himmat se kaam re bande
jivan hai sangram
bande jivan hai sangram

jo darta wo marta bande
jo ladta kuch karta bande
le himmat se kaam re bande
jivan hai sangram
bande jivan hai sangram

lyrics of song Janm Liya To Jee Le Bande
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films