Video of this song from youtube
Javani Se Ab Jang Hone Lagi - जवानी से अब जंग होने लगी
Lyrics of Javani Se Ab Jang Hone Lagi - जवानी से अब जंग होने लगी
javani se ab jang hone lagi
ye choli meri tang hone lagi
javani se ab jang hone lagi
ye choli meri tang hone lagi
koi maare aankho se koi maare ishaaro se
han javani se abb jang hone lagi
ye choli meri tang hone lagi
koi maare aankho se koi maare ishaaro se

umr kaisi bhala aayi hai
mastiya kaun si laayi hai
kaisi naadaan hu mai to pareshaan hu
tauba meri karu mai kya

koi dil ko churaata hai koi paise lutata hai
band botal hai ye kyu chume
hosh me naa rahe jhume

dekh to dilruba sochta hai tu kya
sabse badhke nasha mera
ishk me koi hara hai ho ho ho ho
koi kadka kunvaara hai

javaani se ab jang hone lagi
ye choli meri tang hone lagi
javaani se ab jang hone lagi
ye choli meri tang hone lagi
koi maare aankho se koi maare ishaaro se
koi maare aankho se koi maare ishaaro se
lyrics of song Javani Se Ab Jang Hone Lagi
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films