Video of this song from youtube
Average Rating : 4.36
Total Vote(s) : 22
Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.


Lyrics of Jawaan Hai Jahaan, Main Hun Ke Hai Zindagi Zahar - जवाँ है जहाँ, मैं हूँ के है जिन्दगी जहर
jawaan hai jahaan jhum uthi har nazar
mai hu ke hai zindagi zahar
mai hu ke hai zindagi zahar

nazar dhundhati hai na jaane kise
nazar dhundhati hai na jaane kise
ye aramaan bulaate hai jaane kise
ye aramaan bulaate hai jaane kise
huyi muddate suna-suna hai ghar
mai hu ke hai zindagi zahar
mai hu ke hai zindagi zahar

ho haay tere bewafaayi
ho haay tere bewafaayi
mujhe maut bhi na aayi
mujhe maut bhi na aayi
meri har duaa har sada be-asar
mai hu ke hai zindagi zahar
mai hu ke hai zindagi zahar

chalaayege aise zamaane ko ham
kiye jisne dil pe ye laakho sitam
kiye jisne dil pe ye laakho sitam
aankh se jitne aansu tapke ban gaye aaj sitaare
intazar me ab na jalenge do naina matawaare
rulaayenge aise zamaane ko ham
rulaayenge aise zamaane ko ham
kiye jisne dil pe ye laakho sitam
kiye jisne dil pe ye laakho sitam
lyrics of song Jawaan Hai Jahaan, Main Hun Ke Hai Zindagi Zahar
Comments on song "Jawaan Hai Jahaan, Main Hun Ke Hai Zindagi Zahar"
TheDeepakp on Sunday, March 08, 2015

Film cast: Shekhar, Geeta Bali, Begum Para, Jagdev, Leela Chitnis, Ratan
Kumar, Shailendra
Singer: Lata Mangeshkar, Talat Mahmood
Lyricist: Hasrat Jaipuri, Shailendra
Music Director: Shankar Jaikishan
Film Director: D D Kashyap
buttegowda on Saturday, November 21, 2009
Thanks for posting this song. I had not heard this song in my life.
Interesting composition by Shankar Jai.
eraksoldies on Thursday, October 29, 2009
In 12 hours Youtube reported 197 views of this song. I am surprised at the
overwhelming response. Thanks to all viewers who have seen this video so
quickly.
Shashibhushan Hegde on Thursday, December 17, 2009
What a song! Hats off to Shankar-Jaikishan and Shailendra. A very difficult
and rare composition. Thanks for posting the song.
Jagjit Singh Ishar on Saturday, October 25, 2014
Nice & sweet composition.
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Naya Ghar (1953)
Shekhar, Geeta Bali, Begum Para, Jagdev, Leela Chitnis, Ratan Kumar, ShailendraLata Mangeshkar, Talat MahmoodHasrat Jaipuri, ShailendraShankar JaikishanD D KashyapNaya Ghar at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala

HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type