Video of this song from youtube
Jawaan Mausam - फिर नहीं आयेगा इतना जवां मौसम
thumb coming soon

3.00 - 1 votes
Singer Music by Lyricist Actor CategoryGhazals Movie
Lyrics of Jawaan Mausam - फिर नहीं आयेगा इतना जवां मौसम
phir nahi aayega itna jawan mausam
itna jawan mausam
har pal pyar ka hain sath ho jab humdam
sath ho jab humdam

thandi hawaye bhigi fijaye
thandi hawaye bhigi fijaye
hosh udaye hain
lakhon sapne dil meim apne humne sajaye hain
o sathi re itna jawan mausam
itna jawan mausam
phir nahi aayega itna jawan mausam
itna jawan mausam

ho ye rang raliya pyar ki galiya
ye rang raliya pyar ki galiya
kisne rachayi hain
teri duaaye teri sadaye dil tak aayi hain
o sathi re itna jawan mausam
mausam itna jawan mausam
phir nahi aayega itna jawan mausam
mausam itna jawan mausam
lyrics of song Jawaan Mausam
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films