Video of this song from youtube
Jawaani Ka Guzra Zamaana Mujhe Yaad Aane Laga Hai - जवानी का गुजरा जमाना मुझे याद आने लगा है
Lyrics of Jawaani Ka Guzra Zamaana Mujhe Yaad Aane Laga Hai - जवानी का गुजरा जमाना मुझे याद आने लगा है
zawani ka guzra zamana mujhe yad aane laga
jadu sa chane laga hai dil gungunane laga hai
dil gungunane laga hai
jadu sa chane laga hai dil gungunane laga hai
mera mehman walla meri jaan walla
ho gaya qurban walla kya maza aane laga hai
jadu sa chane laga hai dil gungunane laga hai

kya chand utra jami pe kya rat hai ilahi
kya rat hai ilahi
humko mila jo wo teri saugat hai ya ilahi
rukh e roshan se utha jo parda
tere jalwo se ye mera dil ye jagmagane laga
jadu sa chane laga hai dil gungunane laga hai
dil gungunane laga hai

yu apni basti me lake na ched bate banake
na ched bate banake
ab sharam kaisi tujhe mai laya hu dulhan banake
mai to sharmau haye mari jau
mera diwana sanam ye kya sitam dhane laga hai
jadu sa chane laga hai dil gungunane laga hai
dil gungunane laga hai

ya khuda maine jo dua mangi
meri dua ka aaj asar aane laga hai
jadu sa chane laga hai dil gungunane laga hai
dil gungunane laga hai
zawani ka guzra zamana mujhe yad aane laga
jadu sa chane laga hai dil gungunane laga hai
dil gungunane laga hai
jadu sa chane laga hai dil gungunane laga hai

lyrics of song Jawaani Ka Guzra Zamaana Mujhe Yaad Aane Laga Hai
Comments on song "Jawaani Ka Guzra Zamaana Mujhe Yaad Aane Laga Hai"
jasbongy on Wednesday, July 27, 2011
@KHAN1561 Thanks Khan Bhai for sharing this beautiful song.W.R. Didi.
Thanks @Rafiology. W.R. Sarla.
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films