Video of this song from youtube
Jawan Hain Dil Jawan Hain Ham - जवां है दिल जवां है हम
Singer Music by Lyricist Actor Category Movie
Lyrics of Jawan Hain Dil Jawan Hain Ham - जवां है दिल जवां है हम
jawan hain dil jawan hain ham
mohhabat kaa hasin mausam
jawan hain dil jawan hain ham
mohhabat kaa hasin mausam
javaanee me bhala kya ho taram
pam pam taram pam pam

sapano ke din hain phulo kaa mausam
saanso me hain kya garmiya
najare pehchaan le bin bole jaan le
kya bole pyaasa dil yeh jawaan milake jawan dil jhume jaha
aayee koyee gham kaise waha
taram pam pam taram pam pam

jawaan hain dil jawaan hain ham
mohhabat kaa hasin mausam
javaanee me bhala kya ho taram
pam pam taram pam pam
lyrics of song Jawan Hain Dil Jawan Hain Ham
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films