Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon

Video of this song from youtube
Average Rating : 3.00
Total Vote(s) : 1
Please rate this song between 1 and 5 (5 being the best). Your rating will really help us to improve our website.


Lyrics of Jawan Jawan Yeh Tan Badan - जवाँ जवाँ ये तन बदन
jawan jawan yeh tan badan
aur uspe ye deewanapan
kuch kahin ho na jaaye dekhana sanam
jawan jawan yeh tan badan
aur uspe ye deewanapan
kuch kahin ho na jaaye dekhana sanam
jawan jawan yeh tan badan
aur uspe ye deewanapan

hain bheega bheega sa sabaav ka aalam
ki aayi hain nahake rut bahar ki
uthe to lagta hain, kuch is tarah jaanam
ke khairiyat nahi hain aaj pyaar ki
jo ho sake mujhe sambhal aaj kam se kam
jawan jawan yeh tan badan
aur uspe ye deewanapan
kuch kahin ho na jaaye dekhana sanam
jawan jawan yeh tan badan
aur uspe ye deewanapan

tere machalte dil, pe hoth mere ho
mere dhadkate dil pe, mera hath ho
ye sach to humdam, nahi phariste hum
magar jo baat ho, haseen baat ho
ye main chali mujhe sambhal aaj kam se kam
Jawan jawan yeh tan badan
aur uspe ye deewanapan
kuch kahin ho na jaaye dekhana sanam
jawan jawan yeh tan badan
aur uspe ye deewanapan
kuch kahin ho na jaaye dekha na sanam
lyrics of song Jawan Jawan Yeh Tan Badan
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer
Naam Kya Hai (1999)
Mukul Dev, Sucheta Pawse (Sucheta Khanna), Supriya, Mahesh ThakurAlka Yagnik, Kumar Sanu, Abhijeet, Poornima, Sadhna Sargam, Sachin, Vinod Rathod, Udit NarayanMajrooh SultanpuriAnand MilindSachinAmitabh Bachchan Corporation Limited
Popular Links on HindiGeetMala

HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type