Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
screen shot of song - Jee Dhoondta Hai Phir Wohi Fursat Ke Raat Din
4.00 - 2 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Jee Dhoondta Hai Phir Wohi Fursat Ke Raat Din - मुद्दत हुई हैं यार को
muddat hui hai yaar ko
muddat hui hai yaar ko, mehmaan kiye huye
muddat hui hai yaar ko, mehmaan kiye huye
josh-e-qadah se bazm chiraag ha kiye huye

jee dhundta hai
jee dhundta hai phir wahi fursat ke raat din
jee dhundta hai phir wahi fursat ke raat din
baithe rahe tasavvur-e-jaana kiye huye
baithe rahe tasavvur-e-jaana kiye huye
jee dhundta hai phir wahi fursat ke raat din

phir jee mein hai ke dar pe, kisi ke pade rahe
phir jee mein hai ke dar pe, kisi ke pade rahe
sar zar-e-baar-e-minnate
sar zar-e-baar-e-minnate darba kiye huwe
jee dhundta hai phir wahi fursat ke raat din

maange hai phir kisi ko lab-e-baam par hawas
maange hai phir kisi ko lab-e-baam par hawas
zulfe siyaah rukh pe pareshaan kiye huwe
jee dhundta hai phir wahi fursat ke raat din

gaalib hamein na chhed ke fir josh-e-ashq se
baithe hain hum tahayya-e-tufaan kiye huwe
jee dhundta hai phir wahi fursat ke raat din
baithe rahe tasavvur-e-jaana kiye huye
baithe rahe tasavvur-e-jaana kiye huye
jee dhundta hai phir wahi fursat ke raat din
jee dhundta hai, jee dhundta hai
jee dhundta hai
lyrics of song Jee Dhoondta Hai Phir Wohi Fursat Ke Raat Din
Comments on song "Jee Dhoondta Hai Phir Wohi Fursat Ke Raat Din"
Kajal Rani Khan on Thursday, November 17, 2011
Jee Dhoondta hai phir wohi fursat ke raat-din Maange hai phir kisi ko
lab-e-baam par hawas Zulf-e-siyaah rukh pe pareshaan kiye huwe Jee Dhoondta
hai phir wohi fursat ke raat-din Ghalib hamein na chhed ki fir josh-e-ashq
se Baithe hain hum tahayya-e-toofaan kiye huwe Jee Dhoondta hai phir wohi
fursat ke raat-din Baithe rahe tasavvur-e-jaanaan kiye huwe Jee Dhoondta
hai phir wohi fursat ke raat-din Baithe rahe tasavvur-e-jaanaan kiye huwe
princessnazs on Friday, November 18, 2011
@UffYehMohabbat Noori sayang. meine kaha ta na ke mein hameesha se hi Ali
ki deewani hoon...lolz...hahahaha, u call him bechara?? lawak la u ni
Noori..okay la..bulan pun bulan la...i ambil simpan dalam
bilik...hahahah..tq jaani. Enjoy the song okay..love u soo much!! and
Thank you for your comments sayang!!
Kajal Rani Khan on Thursday, November 17, 2011
Muddat hui hai yaar ko Muddat hui hai yaar ko...Mehmaan kiye huye
Josh-e-qadah se bazm chiraaghaan kiye hue Jee Dhoondta hai phir wohi fursat
ke raat-din Baithe rahe tasavvur-e-jaanaan kiye huwe Phir jee mein hai ki
dar pe kisi ke pade rahein Sar zar-e-baar-e-minnat-e Sar
zar-e-baar-e-minnat-e-darbaan kiye huwe
princessnazs on Friday, November 18, 2011
@IHateLoveStorys hahahahah..Ali Baba??? lolz, u remind me of my cousin
Sajo Rano. Phua and Shamim jaanu used to call him Ali Baba.Thank you for
ur comments sayang!! yes, this is the collest song from Ali. Jus love his
kajal wala eyes.uff..MARDALA!! lolz.
Shamim Khan on Thursday, November 17, 2011
another surprise in juz 1 day. omg!!! nazo wat a beautiful upload n sweet
surprise. yes da whole world knows dat Ali belongs 2 Nazo. lolzz a real
cool n sweet song. thanx so much 4 sharing. now waiting up 4 u next
surprise. tc jaana. muahhhh
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer
Jhoom (Album) (2011)
Ali ZafarAli Zafar, Fazal Ahmed Karim Fazli, Mirza Ghalib, Yousuf SalahuddinAli Zafar, Nisar Bazmi, Yousuf Salahuddin
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type