Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.67 - 6 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Jeeta Hai Wa Marta Hai Koi (Ae Bhoolne Wale Mujhe Hansta Hai Zamana) - जीता है के मरता है कोई (ऐ भूलने वाले मुझे हँसता है जमाना)
jeeta hai ke marta hai koi
tune na jaana tune na jaana
ae bhulne waale ae bhulne waale
tujhe hansta hai zamana
ae bhulne waale
tujhe hansta hai zamana
tujhe hansta hai zamana

ek bekasur majbur ka
jalta hai makaan bhi uthata hai ae dhuaan bhi
dekhoge to hans doge dekhoge to hans doge
ke manzar hai suhana dekhoge to hans doge
ke manzar hai suhana ha manzar hai suhana

nadan hain jo gairo ko
samajh lete hai hai apna aisa na kisi ka
le naam-e-wafa jhuth le naam-e-wafa jhuth
hai ulfat ka bahana le naam-e-wafa jhuth
hai ulfat ka bahana ha ulfat hai bahana
ae bhulne waale ae bhulne waale tujhe
hansta hai zamana ae bhulne waale tujhe
hansta hai zamana tujhe hansta hai zamana
lyrics of song Jeeta Hai Wa Marta Hai Koi (Ae Bhoolne Wale Mujhe Hansta Hai Zamana)
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Keemat (1946)
Amar, Sulochana Chatterjee, A Shah, Sharda, Badri Prasad, Sofia, Anwari, NawabAmirbai Karnataki, Zohrabai, Naseem AkhtarMajrooh SultanpuriNaushad AliNazir AjmeriKardarKeemat at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type