Video of this song from youtube
Jeevan Ke Madhuban Me - जीवन के मधुबन में
thumb coming soon

4.00 - 2 votes
Singer Music by Lyricist Actor Category Movie
Lyrics of Jeevan Ke Madhuban Me - जीवन के मधुबन में
jivan ke madhuban me
jivan ke madhuban me
jane kitne phul khile hai
ek tum ho najar me
tum tum ho tum tum ho tum tum hi ho
tum tum ho tum tum ho tum tum hi ho

kajal se ye ghataye ye rang udaye
o kajal se ye ghataye ye rang udaye
aanchal se ye hawaye khushbu ye churaye
yahi khushbu saanso me basi
jeene ka nasha jeene ki khushi
jivan ke safar me
tum tum ho tum tum ho tum tum hi ho
tum tum ho tum tum ho tum tum hi ho

aao chandan se din mere
meri raat champai
chandan se din mere meri raat champai
tumhe pake zindagi to ek geet ban gayi
hogi na kahin koi dusri
itni hasi khabo ki pari
sapno ke shahar me
tum tum ho tum tum ho tum tum hi ho
tum tum ho tum tum ho tum tum hi ho
jivan ke madhuban me
jane kitne phul khile hai
ek tum ho najar me
tum tum ho tum tum ho tum tum hi ho
ha tum tum ho tum tum ho tum tum hi ho
lyrics of song Jeevan Ke Madhuban Me
Comments on song "Jeevan Ke Madhuban Me"
Imagine kc on Saturday, February 07, 2015
Thanks for uploading this song
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films