Video of this song from youtube
Advertisement
Jeevan Ki Prabhu Saanjh Bhayee Hai - जीवन की प्रभु सांझ भई है
Lyrics of Jeevan Ki Prabhu Saanjh Bhayee Hai - जीवन की प्रभु सांझ भई है
jivan ki prabhu sanjh bhai hai
ab to sharan me le lo
ab to sharan me le lo
jivan ki prabhu sanjh bhai hai
ab to sharan me le lo
ab to sharan me le lo
jagat ke swami mere prbhuwar
apne charan me le lo
apne charan me le lo
jivan ki prabhu sanjh bhai hai
ab to sharan me le lo
ab to sharan me le lo

is dehi ke malik tum ho
tumko sada bhulaya
is dehi ke malik tum ho
tumko sada bhulaya
bhari jawani mol na jana
sada tumhe bisraya
tere charan hi maan sarowar
apne taran me le lo
apne taran me le lo
jivan ki prabhu sanjh bhai hai
ab to sharan me le lo
ab to sharan me le lo

chhod ke kanchan pakar pital
ang hi use lagaya
chhod ke kanchan pakar pital
ang hi use lagaya
mrigtrishna ki pyas me bhatka
man mera bharmaya
daas narayan bhiksha mage
apni dharan me le lo
apni dharan me le lo
jivan ki prabhu sanjh bhai hai
ab to sharan me le lo
ab to sharan me le lo
jagat ke swami mere prbhuwar
apne charan me le lo
apne charan me le lo
jivan ki prabhu sanjh bhai hai
ab to sharan me le lo
ab to sharan me le lo
lyrics of song Jeevan Ki Prabhu Saanjh Bhayee Hai
Advertisement
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement