Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soonRemix Songs

Video of this song from youtube
Video of this song is not available at any authorized channel at YouTube right now or the channel is not allowing embedding on our website.

We will add as soon as the video of the song is available.
Average Rating : 1.00
Total Vote(s) : 1
Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.


Lyrics of Jhoot Boliya (Remix) - चाल शराबी गाल गुलाबी, होंठ हैं लाल लाल
chaal sharabi gaal gulaabi, honth hain laal laal
o chaal sharabi gaal gulaabi, honth hain laal laal
cham cham chamke rup ki bijali, tu hai kudi kamal
ki main jhuth boliya koi na
ki main gafr toliya koi na
ki main jhuth boliya, ki main gafr toliya
ho ho ho ho ho ho
chaal sharabi gaal gulaabi, honth hain laal laal
cham cham chamke rup ki bijali, tu hai kudi kamal
ki main jhuth boliya koi na
ki main gafr toliya koi na
ki main jhuth boliya, ki main gafr toliya

shishe jaise tan pe tere, main to fisal gaya
tujhko baho me bharne ko, manva machal gaya
shishe jaise tan pe tere, main to fisal gaya
tujhko baho me bharne ko, manva machal gaya
iltajaa hain aankho ke paimaane pine de
iltajaa hain aankho ke paimaane pine de
julfon ke saaye main jaana pal bhar jine de
ki main jhuth boliya koi na
ki main gafr toliya koi na
ki main jhuth boliya, ki main gafr toliya
koi na ve koi na, ve koi na ve koi na
aahun aahun hu, aahun aahun hu, aahun aahun hu

jaadui ye husn tera dil ko yun khinche
pichhe pichhe bhagu tere main aakhe miche
jaadui ye husn tera dil ko yun khinche
pichhe pichhe bhagu tere main aakhe miche
kaatilana nazron se mushkil hain bach pana
kaatilana nazron se mushkil hain bach pana
maine apni zindagaani tujhko hi mana
ki main jhuth boliya koi na
ki main gafr toliya koi na
ki main jhuth boliya, ki main gafr toliya

chaal sharabi gaal gulaabi, honth hain laal laal
o chaal sharabi gaal gulaabi, honth hain laal laal
cham cham chamke rup ki bijali, tu hai kudi kamal
ki main jhuth boliya koi na
ki main gafr toliya koi na
ki main jhuth boliya, ki main gafr toliya
ki main jhuth boliya, ki main gafr toliya
ki main jhuth boliya ha, ki main gafr toliya
ki main jhuth boliya, ki main gafr toliya
ki main jhuth boliya ha, ki main gafr toliya
ki main jhuth boliya, ki main gafr toliya
ki main jhuth boliya ha, ki main gafr toliya
lyrics of song Jhoot Boliya (Remix)
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Page 3 (2005)
Konkona Sen Sharma, Tara Sharma, Atul Kulkarni, Boman Irani, Sandhya Mridul, Kurush Deboo, Parmita Katkar, Dolly Thakore, Upyendra Limaye, Maya Alagh, Manoj Joshi, Nassar Abdulla, Rehaan Engineer, Suniel Shetty, Mukesh Tyagi, Bikram Saluja, Soni Razdan, Suchitra Pillai, Anju Mahendroo, Kunika, Madan Jain, Suhasini Mulay, Bobby Darling, Dinesh Lamba, Navni Parihar, Jai KalraAbhijeet, Adnan Sami, Amit Kumar, Asha Bhosle, Blaise, Lata Mangeshkar, Sadhana Sargam, Sagarika, Sapna Awasthi, Shaan, Shabaab Sabri, Suresh Wadkar, Tannishtha ChatterjeeAjay Jhingran, Sandeep NathShamir TandonMadhur BhandarkarBaldev Pushkarna, Bobby PushkarnaPage 3 at IMDB      Page 3 at WikipediaPage 3 at YouTube    
Popular Links on HindiGeetMala

HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type