Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
screen shot of song - Jhuki Jhuki Jaye Nazar Sharmaye Kuch Bhi Kaha Na Jaye
4.43 - 23 votes
AmeetaRomantic Songs
Video of this song from youtube
Lyrics of Jhuki Jhuki Jaye Nazar Sharmaye Kuch Bhi Kaha Na Jaye - झुकी झुकी जाये नजर शर्माए कुछ भी कहा ना जाये
Jhuki Jhuki jaye nazar sharmaye kuch bhi kaha na jaye
kuch bhi kaha na jaye unse jhuk jhuk jaye nazar sharmaye
kuch bhi kaha na jaye kuch bhi kaha na jaye unse
kuch bhi kaha na jaye

jisne saza di pyar ki duniya ulfat ke ye karar ki duniya
jisne saza di pyar ki duniya ulfat ke ye karar ki duniya
kyu na un par jaan luta du aaj mili hai bahar ki duniya
hosh kaha hai chand yaha hai kuch bhi kaha na jaye
kuch bhi kaha na jaye kuch bhi kaha na jaye unse
Jhuki Jhuki jaye nazar sharmaye kuch bhi kaha na jaye
kuch bhi kaha na jaye unse kuch bhi kaha na jaye

mai to kahu wo jadugar hai
dil ye kahe ulfat ka sar hai mai to kahu wo jadugar hai
dil ye kahe ulfat ka sar hai kiski manu re bate kiski manu re
tauba kahna bhi mushkil rahna bhi mushkil
kuch bhi kaha na jaye kuch bhi kaha na jaye unse
Jhuki Jhuki jaye nazar sharmaye kuch bhi kaha na jaye
kuch bhi kaha na jaye unse kuch bhi kaha na jaye

jab wo hamare samne aaye
nazre daman chumne jaye jab wo hamare samne aaye
nazre daman chumne jaye dil ki bate dil me hi ghume
hotho ki kaliya tharraye mai sharmau chhup chhup jau
kuch bhi kaha na jaye kuch bhi kaha na jaye
Jhuki Jhuki jaye nazar sharmaye kuch bhi kaha na jaye
kuch bhi kaha na jaye unse kuch bhi kaha na jaye
lyrics of song Jhuki Jhuki Jaye Nazar Sharmaye Kuch Bhi Kaha Na Jaye
Comments on song "Jhuki Jhuki Jaye Nazar Sharmaye Kuch Bhi Kaha Na Jaye"
raqib56 on Wednesday, April 15, 2009
what a wonderfull song, Geeta Dutt
handled it so nicely, kia dhun banai he
Malik Saheb ne,
Pradeep Mathur on Sunday, July 06, 2014
pradeep mathur- nice voice of geeta dutt& nice music of sardar malik
mousiqar on Saturday, October 06, 2012
kissy madhoush nashaiy ki treh mukhmoor huwa byatha hun. Ammyta ko
dekhta hun,Prem naath ko dekhta hun oo ApNay bach panee ko dhundta hun wah
..wah kia khub shiee contribute ky hy well done...
navsikand on Wednesday, June 08, 2011
AAh lovely Ameeta. So memorable in films like Goonj uthi shennai, Tumsa
nahin dekha and Mere Mehboob. I will never understand why she never made it
as a big heroine.
Nawaz Qayyum on Saturday, January 28, 2012
Very nice song and melody. I was kid when I watched this movie in Plaza
Cinema, D. I. Khan. Thanks for posting such a nice song.
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Aab-e-Hayat (1955)
Premnath, Shashikala, Ameeta, Pran, Mubarak, S L Puri, P Kailash, Helen, Smriti BiswasAsha Bhosle, Geeta Dutt, Hemant KumarHasrat JaipuriSardar MalikRamanlal DesaiAab-e-Hayat at IMDB      Aab-e-Hayat at WikipediaAab-e-Hayat at YouTube     |    Aab-e-Hayat at YouTube - 2    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type