Video of this song from youtube
Advertisement
Jhuki Jhuki See Nazar - झुकी झुकी सी नज़र बेकरार है की नहीं
SingerJagjit Singh
Music byJagjit Singh
LyricistKaifi Azmi
Actor
CategoryGhazals
MovieParwaaz (Jagjit Singh) (2004)
Lyrics of Jhuki Jhuki See Nazar - झुकी झुकी सी नज़र बेकरार है की नहीं
jhuki jhuki si nazar bekraar hai ki nahi

daba daba sa sahi dil me pyar hai ki nahi
jhuki jhuki si nazar
tu apne dil ki jawa dhadkano ko gin ke bata

meri tarah tera dil bekraar hai ki nahi

wo pal ke jisme mohabbat jawan hoti hai
wo pal ke jisme mohabbat jawan hoti hai
us ek pal ka tujhe aitbaar hota hai

teri ummid pe thukra raha hoon duniya ko

tujhe bhi apne pe ye aitbaar hai ki nahi

Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement