Video of this song from youtube
Jigar Ka Dard Badta Ja Raha Hai - जिगर का दर्द बढ़ता जा रहा हैं
Lyrics of Jigar Ka Dard Badta Ja Raha Hai - जिगर का दर्द बढ़ता जा रहा हैं
kaha suraj kaha mai ek jala
kaha suraj kaha mai ek jala
sitaro se liye ja raha hai
jigar ka dard badhta ja raha hai

mohabbat ki kashti me nadiya
mohabbat ki kashti me nadiya
udashiya beeta ja raha hai
jigar ka dard badhta ja raha hai

mujhe tumne kaha pahucha diya hai
mujhe tumne kaha pahucha diya hai
ki mujhko aasma shrma raha hai
maja jine ka ab to aa raha hai

nigaho se nigahe mil rahi hai
nigaho se nigahe mil rahi hai
mera dil ye saz ab to ga raha hai
mera dil ye saz ab to ga raha hai

tere ahsan ka mara hua hu
tere ahsan ka mara hua hu
mujhe tum or mara ja raha hai
jigar ka dard badhta ja raha hai
mausam ka nasha chha raha hai
maja jine ka ab to aa raha hai
lyrics of song Jigar Ka Dard Badta Ja Raha Hai
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films