Video of this song from youtube
Jindagi Iss Tarah (Male) - जिन्दगी इस तरह
SingerSonu Nigam
Music byAnu Malik
LyricistSayeed Quadri
ActorEmraan Hashmi, Mallika Sherawat, Kashmira Shah, Ashmit Patel
CategorySad Songs
MovieMurder (2004)
Lyrics of Jindagi Iss Tarah (Male) - जिन्दगी इस तरह
jindagi iss tarah se lagne lagi
rang udd jaaye jo deewaaro se
abb chhupaane ko apna kuchh na raha
jakhm dikhane lage daraaro se
abb talak sirf tujhko dekha tha
aaj tu kya hai yeh bhi jaan liya
aaj jab gaur se tujhe dekha
hum galat the kahi yeh maan liya
hum galat the kahi yeh maan liya
teri har bhul me kahi shayad
hum bhi shaamil hai gunaah gaaro se
abb chhupaane ko apna kuchh na raha
jakhm dikhane lage daraaro se
aa mere saath milke hum phir se
apne khwaabo ka ghar banaate hai
jo bhi bikhara hai woh sametate hai
dhundh kar phir khushi ko laate hai
dhundh kar phir khushi ko laate hai
bojh toh jindagi ka katata hai
ek duje ke hi sahaaro se
jindagi iss tarah se lagne lagi
rang udd jaaye jo deewaaro se
abb chhupaane ko apna kuchh na raha
jakhm dikhane lage daraaro se
lyrics typed by: neha gupta
rang udd jaaye jo deewaaro se
abb chhupaane ko apna kuchh na raha
jakhm dikhane lage daraaro se
abb talak sirf tujhko dekha tha
aaj tu kya hai yeh bhi jaan liya
aaj jab gaur se tujhe dekha
hum galat the kahi yeh maan liya
hum galat the kahi yeh maan liya
teri har bhul me kahi shayad
hum bhi shaamil hai gunaah gaaro se
abb chhupaane ko apna kuchh na raha
jakhm dikhane lage daraaro se
aa mere saath milke hum phir se
apne khwaabo ka ghar banaate hai
jo bhi bikhara hai woh sametate hai
dhundh kar phir khushi ko laate hai
dhundh kar phir khushi ko laate hai
bojh toh jindagi ka katata hai
ek duje ke hi sahaaro se
jindagi iss tarah se lagne lagi
rang udd jaaye jo deewaaro se
abb chhupaane ko apna kuchh na raha
jakhm dikhane lage daraaro se
lyrics typed by: neha gupta
Comments on song "Jindagi Iss Tarah (Male)"
Rubab Khan on Wednesday, June 05, 2013
Really nice heart touchng I listn thz song nd m totally quite .feelingz
existzz nthng else♡♡♡
Really nice heart touchng I listn thz song nd m totally quite .feelingz
existzz nthng else♡♡♡
anakpal singh on Tuesday, July 15, 2014
Song is excellent but vulgarity has made is weaker.
Song is excellent but vulgarity has made is weaker.
SuperMultaniBoy on Monday, July 02, 2012
nice song jb sunta hun ankhon ma ansu a jate hain
nice song jb sunta hun ankhon ma ansu a jate hain
tee kay marwah on Monday, May 19, 2014
hat's off the acting of ashmit patel ...great
hat's off the acting of ashmit patel ...great
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films


zakhm dikhne lage darore se.! it knocks my heart everytime i listen to
dis song. goddddd relieve me from this pain. tears n loadsss of tears and
only tears.