Lyrics of Jinhen Ham Bhulanaa Chaahen Vo Aksar Yaad Aate Hain - जिन्हें हम भूलना चाहें वो अक्सर याद आते हैं
jinhe ham bhulna chaahe, vo aksar yaad aate hai
jinhe ham bhulna chaahe, vo aksar yaad aate hai
bura ho is mohabbat ka
bura ho is mohabbat ka, vo kyu kar yaad aate hai
jinhe ham bhulna chaahe, vo aksar yaad aate hai
bhulaaye kis tarah unko, kabhi pi thi un aankho se
bhulaaye kis tarah unko, kabhi pi thi un aankho se
kabhi pi thi un aankho se
chhalak jate hai jab aansu
chhalak jate hai jab aansu, vo saagar yaad aate hai
jinhe ham bhulna chaahe, vo aksar yaad aate hai
kisi ke surkh lab the ya, diye ki lau machlati thi
kisi ke surkh lab the ya, diye ki lau machlati thi
diye ki lau machlati thi
jaha ki thi kabhi puja
jaha ki thi kabhi puja, vo mandar yaad aate hai
jinhe ham bhulna chaahe, vo aksar yaad aate hai
rahe ae shamma tu roshan, duaa deta hai parvana
rahe ae shamma tu roshan, duaa deta hai parvana
jinhe qismat me jalna hai
jinhe qismat me jalna hai, vo jal kar yaad aate hai
jinhe ham bhulna chaahe, vo aksar yaad aate hai
bura ho is mohabbat ka
bura ho is mohabbat ka, vo kyu kar yaad aate hai
jinhe ham bhulna chaahe, vo aksar yaad aate hai

Dudey You really can't be that illiterate! But you are. Mera Naam Joker song "Aye Bhai ZARA Dekh Ke Chalo" was sung by Manna Dey, not MUKESH.The word is "Zara" not "Jara". Mukesh' "Nasal" voice(Najal to you) was limited to Raj Kapoor starting "Zinda Hoon Is Tarah Ke Gham-e-Zindagi Nahin" penned by Behzad Lucknowi & it's not "Jinda" & it's not "Jindagi". Mukesh was given quite a few good "Compositions" by Music Directors but one could not tell which were "Happy" or which were "Sad".