Video of this song from youtube
Lyrics of Jinke Liye Main Diwana Bana Vo Bhi Kahte Hai Diwana Mujhe - जिनके लिए मैं दीवना बना वो भी कहते है दीवाना मुझे
jinke liye main diwana bana vo bhi kahte hai diwana mujhe
jinke liye main diwana bana vo bhi kahte hai diwana mujhe
ya khuda, ya khuda, ya khuda, ya khuda
jinke liye main diwana bana vo bhi kahte hai diwana mujhe

afsana chahate the afsana ban gaya
diwana chahate the diwana ban gaya
afsana chahate the afsana ban gaya
diwana chahate the diwana ban gaya
vo to samma na bane marzi unki
mai to hun dur dekho parwana ban gaya
ya khuda, ya khuda, ya khuda, ya khuda
jinke liye mai diwana bana vo bhi kahte hai diwana mujhe

muft me naam khoya dil bhi gava baithe
ishq bura ho tera rog laga baithe
muft me naam khoya dil bhi gava baithe
ishq bura ho tera rog laga baithe
jaye to jaye kaha koi thikana nahi
duniya ko chhod ke tere dar pe aa baithe
ya khuda, ya khuda, ya khuda, ya khuda
jinke liye mai diwana bana vo bhi kahte hai diwana mujhe

bhule se puchh kabhi diwane hal kya hai
aankhe udas kyu hai dil me malal kya hai
bhule se puch kabhi diwane hal kya hai
aankhe udas kyu hai dil me malal kya hai
hum to yahi kahege husan ki kher ho
pyase dildar ke hai aur sawal kya hai
ya khuda, ya khuda, ya khuda, ya khuda
jinke liye main diwana bana vo bhi kahte hai diwana mujhe
jinke liye main diwana bana vo bhi kahte hai diwana mujhe
ya khuda, ya khuda, ya khuda, ya khuda
lyrics of song Jinke Liye Main Diwana Bana Vo Bhi Kahte Hai Diwana Mujhe
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Aao Pyar Karen (1964)
Joy Mukherjee, Saira Banu, Madhiv, Merlyn, Rajendra Nath, Jayant Shah, Shyam ChatterjeeLata Mangeshkar, Mohammed Rafi, Usha Khanna, Mahendra KapoorRajindra KrishanUsha KhannaR K NayyarAao Pyar Karen at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type