Video of this song from youtube
Jisake Lie Tadape Ham, Yahi Hai Vo Saanjh Aur Saveraa - जिसके लिए तड़पे हम, यही है वो सांझ और सवेरा
SingerAsha Bhosle, Mohammed Rafi
Music byShankar Jaikishan
LyricistHasrat Jaipuri
ActorMeena Kumari, Mehmood, Guru Dutt, Shobha Khote
Category
MovieSanjh Aur Savera (1964)
Lyrics of Jisake Lie Tadape Ham, Yahi Hai Vo Saanjh Aur Saveraa - जिसके लिए तड़पे हम, यही है वो सांझ और सवेरा
yahi hai vo saanjh aur savera
yahi hai vo saanjh aur savera
jiske liye tadape ham saara jivan bhar
yahi hai vo saanjh aur savera
yahi hai vo saanjh aur savera
yahi hai vo saanjh aur savera
jiske liye tadape ham saara jivan bhar
yahi hai vo saanjh aur savera
janam-janam se andhera tha meri raho me
ye baat kab thi bhala madbhari fizaao me
saba bahaar ke dole me tumko laayi hai
ke aaj saari khudaayi hai meri baanho me
chala gaya gam ka vo andhera
milan hua pyaar ka sunehara
jiske liye tadape ham saara jivan bhar
yahi hai vo saanjh aur savera
yahi hai vo saanjh aur savera
yahi hai vo saanjh aur savera
jiske liye tadape ham saara jivan bhar
yahi hai vo saanjh aur savera
tumhi chhupe the meri zindagi ke darpan me
tumhaara pyaar sameta tha apne daaman me
jale hai pyaar ke dipak bana dhua kaajal
khile hai phul tamanna ke dil ke aangan me
mila mujhe saath sang tera
chamak utha hai nasib tera

Comments on song "Jisake Lie Tadape Ham, Yahi Hai Vo Saanjh Aur Saveraa"
missperfect2010ful on Friday, July 16, 2010
Thanks for such a sweet song, Guru Dutt looks very charming with full romance in his eyes. He was simple and innocent in his looks and very very desirable.
Thanks for such a sweet song, Guru Dutt looks very charming with full romance in his eyes. He was simple and innocent in his looks and very very desirable.
SanjeevBalakrishnaN on Saturday, September 04, 2010
Finely enacted on the screen by Meena Kumari & Guru Datt. One of the best Rafi-Asha numbers. Shankar-Jaikishan at their peak
Finely enacted on the screen by Meena Kumari & Guru Datt. One of the best Rafi-Asha numbers. Shankar-Jaikishan at their peak
missperfect2010ful on Saturday, July 17, 2010
@Mahagedara2 Dear yuan thanks for the message. i did not know this is your channel. Thanks again.
@Mahagedara2 Dear yuan thanks for the message. i did not know this is your channel. Thanks again.
missperfect2010ful on Sunday, September 05, 2010
I want to thank you dear yuan for this sweet song all the time whenever i watch this.
I want to thank you dear yuan for this sweet song all the time whenever i watch this.
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films

Maan what a ...Killer song by the greats : Shankar, Jaikishan, Rafi . There is a similar made by Khyaam : "Jeetenge baazi".
Long live Rafi and Shankar-Jaikishan
Thanks for posting this gem.