Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.67 - 6 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Jisko Us Malik Ki Rehmat - जिसको उस मालिक की रहमत
jab bhi dohrayi gayi tere karam ki dasta
jhuk gaye sajde me tera naam lekar do jaha
jisko us malik ki rahmat ka sahara mil gaya
usko manzil mil gayi usko kinara mil gaya
jisko us malik ki rahmat ka

marde momin ne kaha allah hu akbar jis ghadi
ban gayi faulad ki janjir phulo ki ladi
toor par dekha tha musa ne jise wo kaun tha
wo kaun tha ruk gaya tufan
ruk gaya tufan mauje ban gayi khud na khuda
khud na khuda khud na khuda
nuhu ki kashti ko jab uska ishara mil gaya
usko manzil mil gayi usko kinara mil gaya
jisko us malik ki rahmat ka

aye khuda ke nek bande
bukh me kurani na bhul
hazarat ibrahim ke bete ki kurbani na bhul
rahe hak me momino ka naam zinda ho gaya
kufar jab had se badha kufar jab had se badha
islam zinda ho gaya islam zinda ho gaya
islam zinda ho gaya ho gaya zinda
jise uska ishara mil gaya
usko manzil mil gayi usko kinara mil gaya
jisko us malik ki rahmat ka

sar nago hai maszide teri mukaddar ki rah me
jagmagata hai tera hi naam har dargah me
tu hai rabbul aalmi makke madine ki kasam
tere dar par ruk gaye hai
tere dar par ruk gaye hai
har namazi ke kadam har namazi ko tere
dar ka sahara mil gaya usko manzil mil gayi
usko kinara mil gaya
jisko us malik ki rahmat ka
lyrics of song Jisko Us Malik Ki Rehmat
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Son Of Hatimtai (1965)
Radhawa, Mumtaz, Malika MatrutiSuman Kalyanpur, Mohammed Rafi, Jaani Babu QawwalShadabBulo C RaniDharam KumarSon Of Hatimtai at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type