Video of this song from youtube
Video of this song is not available at any authorized channel at YouTube right now or the channel is not allowing embedding on our website.

We will add as soon as the video of the song is available.
Jism Damakta Zulf Ghaneri - जिस्म दमकता ज़ुल्फ़ घनेरी
Singer Music by Lyricist Actor CategoryGhazals, Tareef Songs Movie
Lyrics of Jism Damakta Zulf Ghaneri - जिस्म दमकता ज़ुल्फ़ घनेरी
jism damakta zulf ghaneri
jism damakta zulf ghaneri
rangi lab, aankhe jadu
sangemarmar uda badal
sangemarmar uda badal
surkh safak haira hu
jism damakta zulf ghaneri
jism damakta zulf ghaneri

bhikhshu daani pyasa pani
dariya sagar jal gagar
bhikhshu daani pyasa pani
dariya sagar jal gagar
bhikhshu daani pyasa pani
dariya sagar jal gagar
gulshan khushbu, koyal kuku
guslhan khushbu, koyal kuku
masti daru main aur tu
jism damakta zulf ghaneri
jism damakta zulf ghaneri

baambe inagat chhaya aangan
ghunghru chhan chhan, aasha man
baambe inagat chhaya aangan
ghunghru chhan chhan, aasha man
baambe inagat chhaya aangan
ghunghru chhan chhan, aasha man
aankhe kajal, parwat baadal
aankhe kajal, parwat baadal
wo julfe aur ye baaju
jism damakta zulf ghaneri
jism damakta zulf ghaneri

raate mahki sanse dahki
nazre bahki rut lahki
raate mahki sanse dahki
nazre bahki rut lahki
raate mahki sanse dahki
nazre bahki rut lahki
prem khilona sapan salona
prem khilona sapan salona
phul bichhona wo pahnu
jism damakta zulf ghaneri
jism damakta zulf ghaneri

tumse duri ye majburi
zakhme kaari bedaari
tumse duri ye majburi
zakhme kaari bedaari
tumse duri ye majburi
zakhme kaari bedaari
tanha raate sapne kaate
tanha raate sapne kaate
khud se baate meri ho
jism damakta zulf ghaneri
rangi lab, aankhe jadu
sangemarmar uda badal
sangemarmar uda badal
surkh safak haira hu
jism damakta zulf ghaneri
jism damakta zulf ghaneri
lyrics of song Jism Damakta Zulf Ghaneri
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films