Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
Ghazals
Video of this song from youtube
Lyrics of Jisne Dil Ko Aansu Bakshe - जिसने दिल को आँसू बक्शे
jisne dil ko aansu bakshe
gam jiska nazrana hai
jisne dil ko aansu bakshe
gam jiska nazrana hai
ab tak uska dam bharta hai
dil bhi kya diwana hai
jisne dil ko aansu bakshe
gam jiska nazrana hai
jisne dil ko

sadiya guzri phool khile the
jivan ki angnaai me
aa jati hai yaade jnki
jane kyon tanhaai me
asqo ke khamosh labo par
asqo ke khamosh labo par
aaj bhi ek afsana hai
jisne dil ko aansu bakshe
gam jiska nazrana hai
jisne dil ko

rato ka sannata jaise
samjhata ho raaz koi
yu lagta hai aaj ki
jaise deta ho aawaz koi
na jane takdeer ne dil ki
na jane takdeer ne dil ki
kab tak thokar khani hai
jisne dil ko aansu bakshe
gam jiska nazrana hai
jisne dil ko

is nagri me majbooro ko
chahat ka adhikar kaha
jis duniya ki reet ho nafrat
us duniya me pyar kaha
is pagal ko kya samjhau
is pagal ko kya samjhau
bhola hai anjana hai
jisne dil ko aansu bakshe
gam jiska nazrana hai
ab tak uska dam bharta hai
dil bhi kya diwana hai
jisne dil ko
lyrics of song Jisne Dil Ko Aansu Bakshe
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer
Shaam-e-ghazal (Album) (2010)
Talat Mahmood Rajendra Krishan, Raaz Allahabadi, Faiyyaz Hashmi, Mirza Ghalib, Jigar Moradabadi, Madhukar Rajasthani, Ameer Minai, Shakeel Badayuni, Baqar Ali Khan, Majrooh Sultanpuri, Ali Sardar Jafri, Noor JehanMadan Mohan, Murli Manohar Swarup, Talat Mahmood, Taj Ahmad Khan, Yunus Mallick, Traditional, Salil Chowdhury, Hamid Hussain, Khayyam, Ghulam Mohammed, Ramzan Khan, C.K. Chauhan, Raghunath Seth, Anil
Popular Links on HindiGeetMala

HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type