Video of "Jivan Jyoti Bhujti Jaye" from YouTube
Advertisement
Jivan Jyoti Bhujti Jaye - जीवन ज्योति बुझती जाये
SingerAmirbai Karnataki
Music bySachin Dev Burman
LyricistYashodanandan Joshi
CategorySad Songs
MovieVidya (1948)
Lyrics of Jivan Jyoti Bhujti Jaye - जीवन ज्योति बुझती जाये
jivan jyoti bhujti jaye
tujh bin kaun jagaye tujh bin kaun jagaye
prabhu ji prabhu ji tujh bin kaun jagaye
charo aur chaya andhiyara
sujhat nahi dur kinara
charo aur chaya andhiyara
sujt nahi dur kinara
tera hi hai ek sahara tera hi hai ek sahara
tujh bin kaun sujhaye tujh bin kaun sujhaye
prabhu ji prabhu ji tujh bin kaun sujhaye
dukh aaye parvah nahi hai
sukh pane ki chah nahi hai dukh aaye
mai murkh manjil ko dhundhu
mai murkh manjil ko dhundhu
tujh bin kaun bataye
tujh bin kaun bataye
parbhu ji parbhu ji
tujh bin kaun bataye
uljhe hai jag uch-nich ki uljhan me
uch-nich ki uljhan me
bolo kaise chain mile fir jivan me
chain mile fir jivan me
bani hamari bigad rahi hai
bani hamari bigad rahi hai
tujh bin kaun banaye tujh bin kaun banaye
parbhu ji parbhu ji tujh bin kaun banaye
tujh bin kaun jagaye tujh bin kaun jagaye
prabhu ji prabhu ji tujh bin kaun jagaye
charo aur chaya andhiyara
sujhat nahi dur kinara
charo aur chaya andhiyara
sujt nahi dur kinara
tera hi hai ek sahara tera hi hai ek sahara
tujh bin kaun sujhaye tujh bin kaun sujhaye
prabhu ji prabhu ji tujh bin kaun sujhaye
dukh aaye parvah nahi hai
sukh pane ki chah nahi hai dukh aaye
mai murkh manjil ko dhundhu
mai murkh manjil ko dhundhu
tujh bin kaun bataye
tujh bin kaun bataye
parbhu ji parbhu ji
tujh bin kaun bataye
uljhe hai jag uch-nich ki uljhan me
uch-nich ki uljhan me
bolo kaise chain mile fir jivan me
chain mile fir jivan me
bani hamari bigad rahi hai
bani hamari bigad rahi hai
tujh bin kaun banaye tujh bin kaun banaye
parbhu ji parbhu ji tujh bin kaun banaye
Poetic Translation - Lyrics of Jivan Jyoti Bhujti Jaye - जीवन ज्योति बुझती जाये
As life's ember starts to fade,
Who, save you, can awaken?
Lord, oh Lord, who can awaken?
Darkness wraps the world around,
No distant shore can now be found.
Yours the only hope to keep,
Who, save you, can guide me deep?
Lord, oh Lord, who can guide me deep?
Though sorrow comes, I fear it not,
Nor seek the pain that life has brought.
A fool I search for journey's end,
Who, save you, can then commend?
Lord, oh Lord, who can commend?
Lost in tangled heights and lows,
How can peace within life grow?
Our work undone, our fortunes bend,
Who, save you, can mend and tend?
Lord, oh Lord, who can mend and tend?
Who, save you, can awaken?
Lord, oh Lord, who can awaken?
Darkness wraps the world around,
No distant shore can now be found.
Yours the only hope to keep,
Who, save you, can guide me deep?
Lord, oh Lord, who can guide me deep?
Though sorrow comes, I fear it not,
Nor seek the pain that life has brought.
A fool I search for journey's end,
Who, save you, can then commend?
Lord, oh Lord, who can commend?
Lost in tangled heights and lows,
How can peace within life grow?
Our work undone, our fortunes bend,
Who, save you, can mend and tend?
Lord, oh Lord, who can mend and tend?
Vidya (1948) - Movie Details
Film CastDev Anand, Suraiya, Madan Puri, Maya Banerjee, Cuckoo, Ghulam Mohammad, Munshi Khanjar
SingerMukesh, Suraiya, Amirbai
LyricistS Joshi
Music ByS D Burman
DirectorG Trivedi
External LinksVidya at IMDB
Movie at YTVidya at YT Vidya at YT(2)
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films

