Video of this song from youtube
Jivan Tumne Diya Hai Sanmbhaloge Tum - जीवन तुमने दिया है सम्भालोंगे तुम
SingerUdit Narayan, Sadhana Sargam, Roop Kumar Rathod, Alka Yagnik
Music bySandesh Shandilya
LyricistSameer
ActorSunny Deol, Priyanka Chopra, Farida Jalal, Sayaji Shinde, Shahbaaz Khan
CategoryReligious Songs
MovieBig Brother (2007)
Lyrics of Jivan Tumne Diya Hai Sanmbhaloge Tum - जीवन तुमने दिया है सम्भालोंगे तुम
jivan tumne diya hai sanmbhaloge tum
jivan tumne diya hai sanmbhaloge tum
aasha hame hai vishwas hai
har mushkil se vidhata nikaloge tum
jivan tumne diya hai sanmbhaloge tum
aasha hame hai vishwas hai
har mushkil se vidhata, nikaloge tum
jivan tumne diya hai sanmbhaloge tum
saye me ham aap hi ke pale
satkarm kee rah par ham chale
sare jahan kee bhalayi kare
ham naa kisiki burayi kare
iss duniya ke dukhon se bacha loge tum
iss duniya ke dukhon se bacha loge tum
aasha hame hai vishwas hai
har mushkil se vidhata nikaloge tum
jivan tumne diya hai sanmbhaloge tum
har pal agar tumhara sath hai
phir humko darne kee kya bat hai
kathanayiyo se naa harenge ham
tumko hamesha pukarenge ham
apne gale se hame bhee lagaloge tum
apne gale se hame bhee lagaloge tum
aasha hame hai vishwas hai
har mushkil se vidhata, nikaloge tum
jivan tumne diya hai sanmbhaloge tum
chhaya kahee toh kahee dhup hai
hai nam kitne kayi rup hai
har shay me tum ho samaye huye
ham sab hain tumhare banaye huye
ham jo ruthe kabhee toh manaloge tum
ham jo ruthe kabhee toh manaloge tum
aasha hame hai vishwas hai
har mushkil se vidhata nikaloge tum
jivan tumne diya hai sanmbhaloge tum
jivan tumne diya hai sanmbhaloge tum
aasha hame hai vishwas hai
har mushkil se vidhata nikaloge tum
jivan tumne diya hai sanmbhaloge tum
aasha hame hai vishwas hai
har mushkil se vidhata, nikaloge tum
jivan tumne diya hai sanmbhaloge tum
saye me ham aap hi ke pale
satkarm kee rah par ham chale
sare jahan kee bhalayi kare
ham naa kisiki burayi kare
iss duniya ke dukhon se bacha loge tum
iss duniya ke dukhon se bacha loge tum
aasha hame hai vishwas hai
har mushkil se vidhata nikaloge tum
jivan tumne diya hai sanmbhaloge tum
har pal agar tumhara sath hai
phir humko darne kee kya bat hai
kathanayiyo se naa harenge ham
tumko hamesha pukarenge ham
apne gale se hame bhee lagaloge tum
apne gale se hame bhee lagaloge tum
aasha hame hai vishwas hai
har mushkil se vidhata, nikaloge tum
jivan tumne diya hai sanmbhaloge tum
chhaya kahee toh kahee dhup hai
hai nam kitne kayi rup hai
har shay me tum ho samaye huye
ham sab hain tumhare banaye huye
ham jo ruthe kabhee toh manaloge tum
ham jo ruthe kabhee toh manaloge tum
aasha hame hai vishwas hai
har mushkil se vidhata nikaloge tum
jivan tumne diya hai sanmbhaloge tum
Comments on song "Jivan Tumne Diya Hai Sanmbhaloge Tum"
prettyblossom71 on Thursday, February 17, 2011
i m speechless.. this song is amazing ...mujhe yeh sunte sunte shri sai baba ka sakshatkar hua hai ... thanx a lot u make this song
i m speechless.. this song is amazing ...mujhe yeh sunte sunte shri sai baba ka sakshatkar hua hai ... thanx a lot u make this song
Abhijat1 on Tuesday, February 23, 2010
@10Minak download it from 'youtube downloader' then change it into mp4 and put it in ur ipod
@10Minak download it from 'youtube downloader' then change it into mp4 and put it in ur ipod
VedicVoice on Sunday, February 27, 2011
Sound is good, but why do you have to put in all those imaginary characters into your video?
Sound is good, but why do you have to put in all those imaginary characters into your video?
robinarora87 on Thursday, February 24, 2011
i love this song aur mujhe ine achi lagi
maine apne callertune lagwa lii
i love this song aur mujhe ine achi lagi
maine apne callertune lagwa lii
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films


The lyrics of this song [or pray ] is amazing though I don,t agree with pictures but .i frequently listen this song from three years but never feed up so true. May Allah show us the right path thanks faraz for posting this amaizing song.