Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
1.00 - 1 votes
Video of this song from youtube
Video of this song is not available at any authorized channel at YouTube right now or the channel is not allowing embedding on our website.

We will add as soon as the video of the song is available.
Lyrics of Jogi Mujh Ko Dekho Na - जोगी मुझको देखो ना
jogi mujhko dekho na
sajna mujhse bolo na
sun sun sun le, tu bhed mere man ke
fansa fansa fansa fansa fansa
aise kyo akdata hain, tu taan tan ke
fansa fansa fansa fansa fansa
tadapaao nahi, tarsaao nahi
dil ko todo na
tu hain meri sundai ha, jaise juhin ki kali
pyaar ke suhane mile hain, aaj mauke
kaisa kaisa kaisa kaisa kaisa kaisa
dam kisme hain jo aaj mujhe roke
kaisa kaisa kaisa kaisa kaisa kaisa
bhadke aaj shola, kar le raaslila
ban ke radhika

dil udane laga isko pakdo
takdhina dhin takdhina
sanso me basakar dil rakh lo
takdhina dhin takdhina
kaliyug ki main banke radha
aai tapsya karne bhang
le jaaungi apne sang

aai urvarshi jaisi chal kar tu
takdhina dhin takdhina
hay menka jaisi chanchal tu
takdhina dhin takdhina
chanchal chanchal chitvan teri
tam me hain pyar ki khushbu
chalne laga tera jadu
sajna ab na chhodna
sajni ab na chhodunga ha

are jism ko aake rang dalo
takdhina dhin takdhina
jo ji chahe wo kar dalo
takdhina dhin takdhina
main shola tum angara ho
tan man ko jal jaane do
hoga jo ho jane do

tum paanv ki payal chhanka do
takdhina dhin takdhina
tum hath ke kangan khanka do
takdhina dhin takdhina
maine apna jivan sara
naam tumhare likh dala
main hu tera matwala
sajna ab na chhodna
sajani ab na chhodunga ha
sun sun sun le, tu bhed mere man ke
fansa fansa fansa fansa fansa
pyaar ke suhane mile hain, aaj mauke
kaisa kaisa kaisa kaisa kaisa kaisa
tadapaao nahi, tarsaao nahi
dil ko todo na
tu hain meri sundai ha
sajna ab na chhodna
lyrics of song Jogi Mujh Ko Dekho Na
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Kanoon Ki Hathkadhi (1988)
Anuradha Paudwal, Vijay Benedict, Chandrani Mukherjee, Vinod RathodYogesh GaudUsha KhannaK BapaiahAjay AhujaKanoon Ki Hathkadhi at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type