Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.14 - 7 votes
Ghazals
Video of this song from youtube
Lyrics of Julmat Kade Me Mare - ज़ुल्मत कदे में मेरे
zulmat kade me mere shabe gham ka josh hai
ek shama hai dalil sehar so khamosh hai
neme us dayari salna nazara ae jamal
neme us dayari salna nazara ae jamal
muddat huyi ke aashiqi chashmogosh hai

dage firaak sohbat shab ki jali huyi
dage firaak sohbat shab ki jali huyi
ik shama rah gayi hai so wo bhi khamosh hai
zulmat kade me mere shabe gham ka josh hai

aate hai geb si ye mjaami khayal me
aate hai geb si ye mjaami khayal me
gaalib sharir khamona nawaye sarosh hai
zulmat kade me mere shabe gham ka josh hai
ek shama hai dalil sehar so khamosh hai
zulmat kade me mere
lyrics of song Julmat Kade Me Mare
Comments on song "Julmat Kade Me Mare"
Abdul Qudus on Thursday, April 30, 2015
During the autumn of our lives, all we can do is just think & question what
if? (Ghalib wrote that about himself). Here he is noticing the darkness of
his own cell. When we are young we do not think about getting old & facing
the most unexpected surprises. I am glad to walk into the sunset with some
inkling of what lies ahead. It is a good feeling I have seen enough light &
I can carry some of it for my times ahead.
Tahir Iqbal on Wednesday, December 01, 2010
daaGH-e-firaaq-e-sohabat-e-shab kee jalee hooee ik shamma`a reh gaee hai
so wo bhee KHamosh hai [ firaaq = separation, sohabat = company ] 13. aate
haiN GHaib se ye mazaameeN KHayaal meiN 'GHalib', sareer-e-KHaama
nawa-e-sarosh hai [ GHaib = hidden/mysterious, mazaameeN = topics, sareer =
scratching sound made by a pen, KHaama = pen, nawa = sound, sarosh = angel
]
Bakhtawari Begum on Sunday, June 16, 2013
Mian app ne bilkul durust farmaya hai. Aur hota yeh ki Mirza, apani iss
Ghazal ko Jagjit ji key nam kar dete, theek ussi tarhan jaise Faiz Sahib
Marhoom ne apni mashoor Nazam Mujh se pehli se mohabatt, Madam Noorjahan
key namm kar di thi aur iss nazam ko mushiaron mein padna band kar diya
tha. Agar log zid kartey tou Faiz kehtey ki yeh nazam abb Noorjahan ki hai
app unn hi se suniye,kyonki yeh nazam Noorjahan ji ney jitni achhi gai hai
aur koi gaa nahin sakta. Bahoot khobb kaha app ne.
Tahir Iqbal on Wednesday, December 01, 2010
zulmat_kade meiN mere shab-e-GHam ka josh hai ik shamma'a hai
daleel-e-sahar, so KHamosh hai [ zulmat = darkness, daleele = proof, sahar
= morning ] nai muzda-e-wisaal na nazzaara-e-jamaal muddat huee ki
aashtee-e-chashm-o-gosh hai [ muzda = good news, wisaal = meeting,
nazzaara-e-jamaal = seeing a beautiful face, aashtee =
harmony/friendship/peace, chashm = eye, gosh = ear ]
Sutikshna Anand Dubey on Tuesday, June 03, 2014
1. zulmat_kade meiN mere shab-e-GHam ka josh hai
ik shamma'a hai daleel-e-sahar, so KHamosh hai

[ zulmat = darkness, daleele = proof, sahar = morning ]
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Mirza Ghalib (TV Series) (1988)
Chitra Singh, Jagjit SinghMirza GhalibJagjit SinghGulzarGulzarMirza Ghalib (TV Series) at IMDB      Mirza Ghalib (TV Series) at Wikipedia
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type