Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.33 - 3 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Jang Ka Dushman Aman Ka Saathi - जंग का दुश्मन अमन का साथी
jang ka dushman aman ka sathi hindustan hamara hai
hum hai hindustani aur jay hind hamara nara hai

hindustan hamara hai hindustan hamara hai

hanth pe hanth na rakh kar baitho aao kadam bathao

apne in fouladi hantho ke jouhar dikhlao

aaj himallay ki choti par ye jhanda laharao
ye jagir hamari hai is par adhikar hamara hai
hum hai hindustani aur jay hind hamara nara hai
hindustan hamara hai hindustan hamara hai

aao bahno utho aur mardo ka hanth batao
sarojani sultanna jhansi ki rani ban jao
veer hai hum kamjor nahi ye duniyan ko dikhalao
desh ki raksha karna sabase pahala farj hamara hai
hum hai hindustani aur jay hind hamara nara hai
jang ka dushman aman ka sathi hindustan hamara hai
hum hai hindustani aur jay hind hamara nara hai
hindustan hamara hai hindustan hamara hai

kah do ye lalkar ke chalke un bathate tufano se

jaal kisi ne aise fenke hat jao maidano se

khel nahi takrana aajadi ke diwano se
dub nahi sakati ye naiya laharo ki bouchharo se
hum hai hindustani aur jay hind hamara nara hai
jang ka dushman aman ka sathi hindustan hamara hai
hum hai hindustani aur jay hind hamara nara hai
hindustan hamara hai hindustan hamara hai

lyrics of song Jang Ka Dushman Aman Ka Saathi
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Nai Maa (1960)
Balraj Sahni, Shyama, Maruti, Daisy Irani, Sheela Kashmiri, Rani, Naranjan SharmaAsha Bhosle, Mohammed Rafi, Mahendra Kapoor, Suman KalyanpurMajrooh Sultanpuri, Pyarelal Santoshi, SarvarRaviP L SantoshiNai Maa at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type